Hum Saath The Ek Raasta Nazar Aata Tha
Akasar Koi Saathi Paas Aake Haath Badhata Tha
Bewajah Hi Hansi Ka Fuwaara Sa Nikal Jaata Tha
Waqt Kya Hota Kisi Ko Samajh Na Aata Tha
Hum Saath The Dil Aksar Machal Jaata Tha
Bekaarari Karti Thi Ghaayal Awara Ban Jata Tha
Raat Bhar Uske Khayalon Mei Bitata Tha
Saamne Aati Thi Jab Kabhi To Nazrein Churata Tha
Yuhin Har Pal Gujar Aata Jata Tha
Naye Naye Armano Ko Jaga Jata Tha
Dil ki umangon ke pankh lagakar
khule akash me udna chahti hu
Lehron ki sawaari kar
sahil ko apna banana chahti hu
Aey Khuda! Himmat de mujhe ladne ki
itna aasan nahi mera safar kyoki
Mai patthar ko mom aur
mom ko patthar banana chahti hu
Dil Ke Tootne Se Nahi Hoti
Hai Aawaz, Aansoo Ke Behne
Ka Nahi Hota Hai Andaz,
Gum Ka Kabhi Bhi Ho Sakta
Hai Aagaz, Aur Dard Ke Hone
Ka To Bas Hota Hai Ehsaas..
Wo Muhabbat Bhi Teri Thi..
Wo Shararat Bhi Teri Thi..
Agar Kuch Bewafai Thi To
Wo Bewafai Bhi Teri Thi..
Hum Chhod Gaye Tera Shehar To
Wo Hidayat Bhi Teri Thi..
Akhir Karte To Kis Say Karte Tumari Shikayat
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur
Wo Adalat Bhi Teri Thi.....;(
Haath Ki Lakeeron Mein Tumhari Lakeer Ko Banate Hain
Khawabon Ko Tumhare Khayalon Se Sajate Hain
Aarzoo Dil Mein Chupaaye Baithe Hain Barson Se
Khuda Hi Jaane Kyun Fir Tumse Nazrein Churaate Hain
Waqt ki andhi main tufan badal jate hain,
Zindagi ki rahon main INSAN badal jatey hai,
Badalta nahi PYAAR kabhi,
Pyar karne wale INSAN badal jate hai...
Ankho Me Sama Jao Is Dilme Raha Karna..
Taaro Me Hasa Karna Phoolo Me Khila Karna..
Jab Se Tumhe Dekha Hai Jab Se Tumhe Paya Hai..
Kuch Hosh Nahi Mujhko Ek Nasha Sa Chaaya Hai..
Ab Baat Jo Bhi Karni Ho Ankho Se Kaha Karna..!
सारा दिन बीत जाए, सारी रात मुझे जगाये..
बस ख़याल तुम्हारा, लम्हां-लम्हां तड़पाये..
बिन बुलाये तेरे यादें चली आये मेरे मन को बहलाये..
कोई कब तक महज़ सोचे, कोई कब तक महज़ गाए..
ये तेरे मेरे दरमियान जो है सारे फासले मिट जाए..
मैं तेरे नींद मैं जागूं और तू मुझमे घुल के सो जाये..