• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Hansi ne labon pe ana choor dia hai, Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Main Apne Main Tumko Basa Lunga… Aankhon Main Apne Main Tumko Chupa Lunga Main Wafa Karu Tumse Ye Khuwahish Hai Meri… Tumhare Liye To Janam Main Subko Bhula Dunga Tum Mere Banjaoge Ek Din Yahi Sach Hai Aakhir… Aankhon Main Apne Bus Yahi Khwaab Saja Dunga Main Ye Nahi Chahata Ke Tum Meri Wajah Se Kabhi Ro… Agar Aisa Hua To Main Aankhon Ko Apni Sailaab Bana Dunga….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek ajeeb sa manzar nazar aata... Har ek aansu samundar nazar aata he... . Kaha rakhu me shishe sa dil apna... Har kisi ke haath me patthar nazar aata he
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • खुशियाँ बटोरते बटोरते उम्र गुज़र गयी पर खुश ना हो सके, एक दिन एहसास हुआ कि खुश तो वो लोग थे जो खुशियाँ बाँट रहे थे।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aek nam tmara lekr hm jite hai marte hai. ye isaq nibha dena tum gujarish ye krte hai. tum khush ho to hum bhi yu khush rehte hai. tum rutho to hum khud se ruthe rehte hai ye jan lo bus tumse hi hum apni khabr rakhte hai. tum bhul na jana isko gujarish ye karte hai. jitna bhi hum tumko chahe kam lgta hai. Ye isaq isiliye hi to pal pal bdta hai. tum se hi is jivan ka hum sara bharm rkhte hai. tum tor na dena isko gujarish ye krte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi gar phool, toh tum khushbu ho... Zindagi gar khwaab, toh tum aarzoo ho...Zindagi gar jeena, toh tum meri zaroorat ho... Gar Mar jaana, toh haaton mei tera haath ho...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda Mere Dilse Uska Ehsaas Mita De, Na Karu Uska Intezaar Dilse Uski Yaad Bhula De, Har Pal Ankhe Meri Dekhti Hai Rasta Uska, Ab To In Ankho Ko Sukoon De De Mujhe Aisi Neend Sula De..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise Kehde Ki Unse Milne Ki Chahat Nahi Bekarar Dil Ko Ab Bhi Rahat Nahi Bhula Dete Unhe Bhi Magar Kya Kare Dost Kisi Ko Bhulane Ki Is Dil Ko Aadat Nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab Unki Chahat Me Ye Naubat Aa Gayi, Thandi Hawa Bhi Hume Jala Gayi, Kehti Hai Tum Yaha Tadapti Hi Reh Gayi, Aur Mai Tumhare Sanam Ko Chhu Kar Bhi Aa Gayi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaado ke haseen pal mitaaye nahi jaate, Gujare huye lamhe bhoolaye nahi jaate, Tum laakh karo mohabbat ki naseehat, Jo jaan se pyaare ho bhoolaye nahi jaate
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • raat aayi hai balaon se rihai degi ab na divar na zanjir dikhai degi waqt guzra hai pa mausam nahi badala yaro aisi gardish hai zamin khud bhi duhai degi ye dhundalaka sa jo hai us ko ganimat jano dekhana phir koi surat na sujhai degi dil jo tutega to ik turfa tamasha hoga kitne aainon mein ye shaql dikhai degi sath ke ghar mein bada shor barpa hai ‘anwar’ koi aayega to dastak na sunai degi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maine Sapno Ko Door Hote Dekha Hai Jo Mila Nahi Use Khote Dekha Hai Log Kehte Hai Phool Sada Muskurate Hai Maine Akele Me Phoolon Ko Rote Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DIL Ka Rishta Hai Humara, DIL Me Naam HaiTumhara, HAR Yaad Me Hai Chehra Tumhara, Saath Nahi Hai To Kya Hua, HAMESHA Yaad Rahoge Yeh Waada Hai Humara....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chalo Tum Saath Mat Dena, Mujhe Beshaq Bhula Dena, Naye Sapne Saja Lena Naye Rishte Bana Lena, Bhula Den Sabhi Waday Sabhi Kasmain Sabhi Naatey, Jo Dill Chahe Woh Sab Karna, Lekin Ek Guzaarish Hai Aage Se Tum Kissi Se Bhi Adura Pyaar Mat Karna..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dhanya Hai Teri Kahani Bhi, Bejubano Ki Jubani Bhi, Aadmi Ke Dil Mein Rahta Hai, Banayi Kya Raajdhani Bhi, Bade Kisse Sadagi Ke Hain, Sakhawat Bhi Meharbani Bhi, Tere Jaisa Aur Koun Yahan, Tu Hi Raja Tu Hi Rani Bhi, Hansana Rona Ek Hi Matlab, Aankho Se Aata Hai Paani Bhi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahat Hai Lekin Haqiqt Nahi Hi, Aajkal Kisiko Kisise Sachi Mohabat Nahi Hai. Jo Tumhe Bhula De,Tum Use Bhula Do Is se Behtar Koi Nasihat Nahi???4
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Yaad Dil se Bhulaai Nahin Jati. Tasveer Teri Aankho se Mitaai Nahin Jati. Kitni Mohabbat hai Mujhko Tum se, Dikhana Chaahta Hoon par Dikhaai Nahin Jati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Khade The Unke Raahon Me Lekin Wo Us Raah Se Nahi Gujre Jab Hum Chale Gaye Is Duniya Se To Usi Raah Pe Aake Hame Pukarte Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hain, Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hain, Hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil, Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girlfriend Bananey Se Darte Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ♥ Tujhe paane ki Iss Liye Zidd Nahi kartey ♥ ke Tujhe khone ko Dil nahi karta, ♥ ♥ Tu Milta hai Toh iss Liye Nazre Nahi Uthaate ♥ ♥ ke Phir Nazrey Hataane ko Dil Nahi karta, ♥ ♥ Dil Ki Baat Iss Liye Tujh se Nahi Karte♥ ke Apna dil dukhane Ko dil Nahi karta, ♥ ♥ Khwabon mein Iss Liye Tujh ko Nahi Sajaate ♥ ♥ ke Phir Neend Se jaagne ko Dil Nahi karta♥♥ ♥♥....$....♥♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS