• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • mohabatt na hoti to gazal kaun likhta... Kichad ke phool ko kamal kaun kehta..., pyar ko kudrat ka karishma hai mere dost.., warna ek lash ke ghar ko taj-mahal kaun kehta..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasrat Hai Tuze Pane Ki, Yahi Chahat Hai Is Deewani Ki, Sikayat Muzse Na Kar Khuda Se Kar, Kya Zarurat Thi Tuze Itna Khubsurat Banane Ki..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aansoo Jo Beh Rahe Hein Inhein Behne Do, Yeh Keh Rahe Hein Dil Ki Baat Kehne Do, Bohat Bewafa Ho Tum Yeh Humko Hai Maloom, Tum Apni Wafa Ki Baat, Apne Tak Hi Rehne Do.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • उनका भी कभी हम दीदार करते है उनसे भी कभी हम प्यार करते है क्या करे जो उनको हमारी जरुरत न थी पर फिर भी हम उनका इंतज़ार करते है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • लड़कियाँ तो सिर्फ दिल देती है, लड़को को दिल के साथ बील भी देना पड़ता है !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi din teri nazro se dur ho jayenge hum, Dur fizaon me kahi kho jayenge hum. Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum, jab zameen ko odh ke so jayenge hum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • sari raat na soye hum raaton ko uthkr kitna roye hum bas ek baar mera kasur bta de rabba itna pyar krke bhi kisi ke na hue hum
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hm Ishq may Itne Gumnaam ho gye... Tujhse milne ko subhah-Shym trp uthe... kal chota sa pegaam aaya der pr mere... pr kismt ko raas n aaya or hm phir juda ho gye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Hai Humara, Dil Me Hai Naam Tumhara, Har Yaad Me Hai Chehra Tumhara, Hum Sath Nhi To Kya Hua, Zindagi Bhar Dosti Nibhane Ka Wada Hai Humara!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushiyon Ki Bhi Koi Dukan Hoti Or Humein Bhi Uski Pehchan Hoti. Bhar Dete Tera Daman Khushiyon Se. Bhale uski kimat meri jaan kiyun na hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Umar ki raah me insaan badal jate hai waqt ki aandhi main tufaan badal jate hai soctha hoon tumhe pareshan na karu lekin baad mein iradha badal jatha hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Haan Ka Matlab Iqraar Nahi Hota.. Har Jagah Pe Bethna Intezar Nahi Hota.. Yu To Nazar Milti Hai Hazaro Se.. Har Nazar Ka Milna Pyar Nahi Hota..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pathar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samajh Sako To Samajh Kar Dekho.. Prem Ki Zanjeeron Me Ulaajh Kar Dekho.. Kya Hoti Hai Tadaap Kisi Se Milne Ki. Kisi Se Mohabbat Tum Karke Dekho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mom kitrh pighlte dekha usko, Rt kitrh bdlte dekha usko, Jane kis gmko chupne kichaht h, Hr bt pe muskurte dekha usko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kit na Bebas Hai Insan Kismat Ke Aage Har Sapna Toot Jata Hai Haqiqat Ke Aage Jisne Kabhi Duniya Me Jhukna Nahi Sikha Wo Bhi Jhuk Jata Hai Apne "PYAR" Ke aage
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi rahe n rahe, dosti rahegi, pass rahe na rahe, yaden rahegi, apni zidagi mein hamesha haste rehna, kyunki aapki hasi me 1 muskan meri bhi rahegi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Hi Kyun Sochte Rahein Auro K Baare Mein, Ab Ye Loog Jiye, Chahe Ya Phif Marte Rahein, Is Duniya Ne Aaj Tak Diya Kya Mujhko Phir Hum Gi Kyun Is Ki Parwaah Karte Rahein..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • best lines said by a brokenheart girl to god... ae khuda ishq mat krna warna bahut pachtaega... hum to mrke tere paas aayenge magar tu kiske paas jayega..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS