Teri Saadgi Ko Niharne Ka Dil Karta
Hai;
Tamaam Umar Tere Naam Karne Ka
Dil Karta Hai;
Ek Muqammal Shayari Hai Tu Kudrat
Kee;
Tujhe Ghazal Banake Zuban Pe Lane
Ka Dil Karta Hai!
Ye Dard Ka Toofan Guzarta Kyun Nahi….
Dil Toot Gaya Hai To Bikharta Kyun Nahi.
Ek Hi Shakhs Ko Chahte Hai Kyun Itna…..
Koi Doosra Iss Dil Me Utarta Kyun Nahi.
Aap ki chahat se ikraar na karte,,,,,
aap ki kasmoo ka itebaar na karte,,,,
agar pata hota HuM sirf mazaq hai aap ke liye,,,,
kasam se JAAN De dete par peyaar na karte,,,
Yaadon Ko Tumhari Dilse Na Bhulayenge..
Ek Pal Bhi Bichaad Kar Tumse Dur Nahi Jayenge..
Kabi Sapno Me To Kabi Yaadon Me Aayenge..
Kabi Dilse Yaad Karke Dekhna..
Saamne Aa Jayenge..!
Har Phool Ki Ajab Kahani Hai,
Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai,
Kahi Koi Zakhm Nahi Phir Bhi Kyu Yeh Ehsas Hai,
Lagta Hai Dil Ka Ek Tukda Aj Bhi Us Ke Paas Hai...ii
मेरी पीढ़ी हो तुम मेरे चाहने वालों ,
मेरी शायरी संग ख्वाब अपनी पलकों पर बुनते हो ,,
बहोत से लोग हैं मुँह से पढ़ने वाले कानों से सुनने वाले ,
फर्क बस इतना है मैं दिल से पढ़ता हूँ तुम दिल से सुनते हो ,,
Youn to hum kisi ka peecha nahin karte,
Dard-e dil liya aur dia nahin karte,
Kismat kee baat hai dillagi aap se hai,
Warna…apne keemtee SMS kisi kokia nahin karte…
Koi Keh De Ye Mohabbat Ke Kharedaron Se
Pyaar Wo Sheh Hai Jo Milti Nahi Bazaaroon Se
Hum To Pehle Hi Mohabbat Mein Jale Baithe Hain
Kyun Darte Ho Dahekte Angaroon Se...iii
gulshan mein bahar aayi mere dil ka chaman viran
har shakh hai muskai mere dil ka chaman viran
kaliyon ne bhi khil-khil ke rituon ko sada di hai
patton ne bhi hil-hil ke shakhon ko hawa di hai
mausam pe bahar aayi mere dil ka chaman viran
gunchon se lipatati hai masti bhari purvai
har-su hai nasha chalaka mad-mast ghata chai
phoolon ne li angadai mere dil ka chaman viran
taron-si chamakati hain barakha ke hasin bunden
dulhan-si larazati hain badali mein chipi laharen
bhanvaon ne gazal gai mere dil ka chaman viran
Every heart has Love & Pain! Only way of Expression Is different! Girls Hide it in their Gorgeous Eyes & Sweetness.While boys Hide it in their Handsome Smile and Attitude.. !
Hum Unki Khushi Ki Dua Mangte Rahe,
Behad Or Bepnah Mangte Rahe.
Aaj Wo Khush Hai Kisi Or Ke Sath,
Ab Samjh Aaya Hum Khuda Se Apne Liye Hi Sazaa Mangte Rahe. .
Jindagi Ki Asli Udaan Abhi
Baaki Hai, Jindagi Ke Kai
Imtehan Abhi Baaki Hai,
Abhi To Naapi Hai Mutthi
Bhar Zamin Humne, Abhi To
Sara Aasman Baaki Hai..
Mehak kya hai fizaao se pucho….
Pyaar kya hai mere dil se pucho….
Tadap kya hai mere deewangi se pucho….
Hum kitne tanha hai tumhare bina….
Ye bhari mehfil se pucho….