Aaj Yeh Tanhai Ka Ehsaas Kuch Hadd Se Zyada
Hai
Tere Sang Na Hone Ka Malaal Kuch Hadd Se Zyada
Hai
Phir Bhi Kaat Rahe Yeh Jiye Jane Ki Saza Yehi
Sochkar
Shayad Is Zindagani Mein Mere Gunaah Kuch Hadd
Se Zyada Hai
Loat Aye Ga Kisi Shaam Yehi Lagta Hai
Jagmagayen Gey Dar O Baam Yehi Lagta Hai
Zeesat Ki Rah Mein Tanha Jo Bhtakti Hun Main
Ye Wafaon Ka Hai Inaam Yehi Lagta Hai
Facebook me apna muqam kuch is tarah se banao ki...
agar Mar bhi jao to log ye bole...
"Banda asal zindagi me to kabhi milta nahi tha,
par facebook par REGULAR updatekartha tha...
pyar dhokha hai log kahte hai....
fir bhi duniya pyar karti kyu hai...
Mana ki pyar karne wale kisi se darte nahi to..
pyar karke nibhane se darte kyu hai...p.s.
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Tu Bewafa Hai Khel Mat Mere Dil Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai!!
Baqi Jahan mei Qais na Farhad reh gya.
Afsana Aashiqon ka faqt yaad reh gya.
.
Pabandiyon ny Ishq ki Be’kas rakha Mujhy.
Mai so Aseeriyon mei bhi Azaad reh gya.
Is Se Pahle Ki Saare Khwab Toot Jaayein ,
Aur Yeh Zindagi Hum Se Rooth Jaaye,
Ek Doosre Ke Pyar Mein Kho Jaayein Iss Kadar ,
Ke Hum Saare Ghamon Ko Bhool Jaayein….
kya mangu khuda se tumhe pane k baad.
kiska karu intzar zindgi me tere aane k
baad.
kyun pyar me jaan luta deta hai log…..
mujhe maloom hua tumhe apna banane k
baad.
Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi,
Kaise Kah Doon K Aaj Phir Hosh Nahi,
Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein,
Haat Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi�
कभी तो चाँद असमान से उतरे और आम हो जाये,
तेरे नाम की एक खूबसूरत शाम हो जाये,
अजब हालत हुए की दिल का सौदा हो गया,
मुहब्बत की हवेली जिस तरह नीलम हो जाये,
मैं खुद भी तुझसे मिलने की कोशिश नहीं करूँगा,
क्योंकि नहीं चाहता कोई मेरे लिए बदनाम हो जाये,
उजाले अपनी यादों के मेरे साथ रहने दो,
जाने किस गली में जिंदगी की शाम हो जाये |
Main Mohabbat HunMohabbatKarke Dekh
Main MohabbatNa Dun To Kehnaa
Main MuskurahatHun Mujhe Hansa Kerr Dekh
Na Sajun Tere HontonPer To Kehna
Main KhushbuHun Mujhe Mehsus Karke Dekh
Na Mehkun Teri ZindagiMain To Kehnaa
Main DilHun Mujhe Sun Kerr Dekh
Na Dharkun Tere Dil Main To Kehnaa
Main PhulHun Mujhe Lagaa Kerr Dekh
Na Mehkun Din Raat To Kehnaa
Main Mohabbat Hun Mujhe Apna Karke Dekh
Na Banu Main Teri To Kehnaa......
4
Kyun Dil Mein Bass Ke Dil Ko Dukhate Ho Tum.?
Kyun har kadam Kadam pe Aazmatain Ho Tum.?
Har Pal Rehate Ho Aankhon Mein
Tum Ek Sapno Ki Tarha,
Phir Kyun Unhi Aankhon Ko Rulatey Ho Tum?