Wo Badal Gya Par Dil Ko Yakeen Na Hua,
Wo Itni Dur Ho Gya Jitna Kbhi Mere Kareeb Na
Hua,
Kya Khub Wafao Ka Sila Mila H ‘Kumar’ Tuzhe,
Is Tarah To Rutha Kbhi Tera Naseeb Na Hua.
Ye Fasana Nhi Dil-E-Dard Mand H,
Mera Har Gam Dil K Pinzare Me Band H,
Kya Krega ‘Kumar’ Zamane Bhar Ki Khushiyan,
Ek Bewafa Ki Yaad Me Use Rona Pasand H.
mosam mosam ankhon ko ik sapna yaad raha sadian jis main simat gaye wo lamha yaad raha kos-e-kaza ke rang the satoon us ke lahje main sare mehfil bhool gay wochehra yaad raha…!!
mALLAHon ko ilzam na do tum sahil wale kya
janon
ye tufan kon uthta hai ye kishti kon dubota hai
kya jane kya ye khoyega kya jane kya ye payega
mandir ka pujari jagata hai masjid ka namazi sota
hai
Wo Koi Parinda Nahin Tha Jo Udd Gaya Samajh
Lon,
Wo Musafir Bhi Nahin Tha Jo Bichhad Gaya Samajh
Lon.
Tere Hanthon Jo Lut Gayi Mere Armanon Ki Duniya
Thi,
Koi Pattharon Ka Shaher Nahin Jo Ujad Gaya
Samajh Lon.ii
Ek baar Tu Apne Palke Mere Palko Se Mila k...
Apne Honto Se Keh de Tujhe Mujhse Muhbbat nhi...
.
.
Muhbbat Ke Kasam Umar Bhar Muhbbat Ka Naam na lunga....
Hume apna samjhne walo ka shukriya
Hume kushi dene walo ka shukriya
2 kadam chal kar sath chod dete hai log
Par roz msg bhejkar yad rakhnewalo ka Shukriya
Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki, Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki,
Beshak apni manzil tk jana h, Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki..
Jab rulana hi tha tujhe to phir hasaya kyun
Kyun kisi se itna pyar ho jata hai,
ek din jeena bhi dushwaar hojata hai.
Lagne lagte hain apne bhi paraye,
aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata hai…
Kisi Bhi Miss Ko Tab Tak
Kiss Na Karo, Jab Tak Miss
Aako Kiss Na Kare, Agar
Miss Aapko Kiss Kare, To
Use Itni Kiss Karo Ki Wo
Kiss Aur Ko Miss Na Kare.
Na jane ye nazar kyu udas rehti hai
Na jane isse kis ki talash rehti hai
Ye jaan kar k wo kismat me nahi hai
Phir bhi usse panay ki aas rehti hai
Sweet
Hothon pe unke siva koi naam nahi
peeta hun jaam lekin iska koi kaam nahi
hataun kaise aapko hamari yaadon se
wafa hone ka anjam maine pehle kabhi paya nahi.
Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushbu Aaye
Tu Jo Boly To Teri Bat Se Khushbu Aaye ,
TujhKo Dekhon To Meri Aankh Mehak Si Jaye ,
TujhKo Sochon To Khyalaat Se Khushbu Aaye ,
Tu Chambeli Hy’ Nargis Hy K ! Raat Ki Rani ,
TujhKo Chuu Lon To Mere Hath Se Khushbu Aaye