Is duniya me sabhi begane hai,
jise hum pyar karte hai wo kisi aur ke deewane hai,
yahi hai mere gujare hue waqt ki kahani kuch hum khud barbad the
aur kuch unki meharbani hai.
Rishte Wo Nahi Jisme Roz Phone Pe Baat Ho..
Rishte Wo Bhi Nahi Jisme Roz Aamne Saamne Mulaqaat Ho..
Rishte To Wo Hain Jisme Kitni Bhi Dooriyan Ho..
Dilse Dil Mila Rahe Aur Apno Ki Yaad Saath Ho..!
Kabi Hum Toote Kabi Khwaab Toote..
Na Jaane Kitne Tukdo Me Mere Armaan Toote..
Har Tukda Aaina Hai Meri Zndgi Ka..
Har Aaine Ke Saath Laakho Jazbaat Toote..!
Ankhon se Jo tu ne muskuraya,
Mere dill ko bhut sukun aaya,
Ye teri ibadat hai tune chaha,
Mere pyar ki dunia main aakar,
Mera chota sa aashiyan basaya...
Gussa Bhi Pyar Ki Buniyad Hoti Hai,
Mulaqat Se Achhi Kisi Ki Yad Hoti Hai,
Rishto Me Faslo Ka Wajud Nahi Hota
Qki Dil Ki Dunia To Khayalo Se Aabaad Hoti Hai.
Agar Tujhe Khuwaab Kahon To
Tootne Kar Dar Hai.. Dil
Kahon To Diwana Hone Ka Dar
Hai. Sochta Ho Tera Naam
Zindagi Rakh Don.. Maut Aane
Se Pahle Tera Sath Chhot
Ne Ka To Dar Nahi Hoga ..
खुदा ने मुझसे कहा तू चाहे लाख सजदे कर,
ना वो तेरी थी, ना तेरी है और ना तेरी होगी,
हमने भी दिल से खुदा से कहा,
वो मेरी चाहे हो या ना हो ए खुदा,
मुझे उसी से इश्क़ था,
उसी से इश्क़ है और उसी से रहेगा…