• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho, Apni aankho me kisi ko utar kar dekho, Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge, Ye ehsas janna ho to dil haar kar dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Chahat Mein Kami Kuch Na Thi Jane Kyon Wo Mujhse Begaane Ho Gaye Unko Lagta Hai Hum Unke Bina Khush Hain Par Hume Hase To Ab Ek Zamaana Ho Gaya..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi saahil se poocho kinara kya hain kisi parvane se poocho jalna kya hain… sab ko pata hain koi nahi apna phir kyu hain hain yeh dil lagana… bewafai ki aag mein jalna… aise ki khud ko mita jaana… sach kehta hoon dosto.. bewafai se maut he teek hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तरस गए हैं तेरे लब से कुछ सुनने को हम..... प्यार की बात न सही....कोई शिकायत ही कर दे..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi Apni Koi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi Nahin Is Qadar Hain Akale Rahaon Mein Dil Ki Koi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar me ajmaish hoti h, Dil me milne ki khwaish hoti h, Apko hm yaad nhi karenge har pal, Yaad unhe karte he jinhe bhul jane ki gunjaish hoti he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo, Kabhi hamse milne ki fariyad kar liya karo, Ek hum hain jo har baar shuruat karte hain, Kabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Paane se khone ka maza aur hai. Band aankhon main rone ka maza aur hai. Aansoo bane lafz aur lafz ban gayi ghazal. Aur us ghazal main tere hone ka maza aur hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • lekin ab zulm ke miyad ke din thode hain ik zara sabr ki fariyad ke thode hain arsa-e-dahar ke jhulasi hui virani mein hum ko rahana hai par yun hi to nahi rahana hai ajanabi hathon ka benam garan-bar sitam aj sahana hai hamesha to nahi sahana hai ye teri husn se lipati hui aalam ke gard apani do roza javani ke shikaston ka shumar chandani raton ka bekar dahakata hua dard dil ke besud tadap jism ke mayus pukar chand roz aur meri jan faqat chand hi roz
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ho Nahi Sakta Mujhe Teri Yaad Na Aaye Bhul Ke Bhi Tujhe Bhulu Wo Ehsaas Na Aaye. Tu Bhule To Tujhe Koi Aanch Na Aaye Mai Bhulu To Mujhe Agli Saans Na Aaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Hue Jab Shaam Ke Baad, Teri Yaad Aaye Har Baat Ke Baad, Humne Khamosh Rehkar Bhi Dekha, Tere Aawaz Aaye Har Saans Ke Baad!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Subah raton mein bikhar jati hai sham bahon mein utar jati hai din sulag uthta hai chandan ke tarah raat nagan si lipat jati hai kisi gumbad ke sada ke manind fikr ko fikr hi doharati hai qafile se mujhe rahane do alag bheed mein ruh bikhar jati hai lajavanti hai kisi shokh ke yaad dil bhi dhadake to simat jati hai doli aankhon ke hai suni “hurmat” neend mahbub (se/si?) sharmati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Is Tarah Aapke Paas Hum Aa Chuke.. Khud Ko Aapka Hissa Bana Chuke.. Ab To Hamare Dard E Dil Ki Dawa Aap Ho.. Qki Hum To Aapko Apna Mehboob Bana Chuke..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Aur Maut Se Darta Kaun Hai, Pyaar To Ho Jaata Hai, Isse Karta Kaun Hai, Hum To Kar De Pyaar Me Jaan Bhi Kurbaan, Par Hume Ye Pata To Chale Humse Pyaar Karta Kaun Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • meri to duniya hi tumse thi phir kyu sath chod diya mera aapke har kadam mai sath dene wala dost bhi mai hi tha aapko khud se jyada pyar karne wala bhi mai hi tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage, Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage, Shayri woh hai jo dil se nikle, aur jise sunke, Her dil mein thoda sa to dard jageee
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Beetey Huye Lamho Se Mulakat Hui. Kuch Tootay Huye Sapno Se Baat Huyi. Yaad Jo Karne Baithe Un Sabi Yadoo Ko.. Toh Aapki Yaado Se Shuruath Huyi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kagaz Per Kuch Hota To Mita Dete, Kiya Hota Sauda To Kimat Chuka Dete, Kaise Bhula Du Tuje Oo Yaad Aane Wale, Agar Dekha Hota Sapna To Bhula Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kavi hum v kisi se pyar kiye the Jaan diye sb kurbaan kiye the O n rhe hmare aur hm hoske unke Ab jaan hai is jism me ik aag ke jaise Tpti hai raton me Shole niklti aankhon se Aur un ankhon ke driya se Hai niklta grm apni Ab unki yadon me rhenge Unhe yaad krenge Jindagi ab unke nam krenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aisi Kardi Hai Tumne Meri Halat Yarab, Haal E Dil Kisi Ko Suna Na Paaunga, Tujhse Kiya Hai Wada Tabhi Majboor Hun, Isi Liye Khud Ko Main Mita Na Paaunga…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS