Naseeb Ko Samjhna Hai Bada Muskil,
Raaten Roti Savere Gaate Hi Hain,
Dogale Makkaron Se Hai Bhari Duniya,
Kamine Afvaah Failate Hi Hain,
Sidhe Sadhe Aadmi Ko Loot Lenge,
Bure Achhon Par Sitam Dhate Hi Hain,
Kitne Bhi Badnamiyo Ke Teer Maarein,
Jeetne Par Haar Pahnaate Hi Hai…
Nikalta chand sabko pasand hota hai
Doobta suraj kaun dekhta hai
Toot-ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maaloom hota hai.
Kitne gum kitni saja aur dega itna bata de
Aye khuda ya phir meri hasti hi mita de
Yu roz marra ki zindagi se maut behtar h
Kabhi khule na aanke tu aisi nind sula de
Jab Saher Chup Ho Hansa Lo Humko
Jab Andhera Ho Jala Lo Humko
Hum Haqiqat Mein Nazar Aate Hain
Dastano Mein Chupa Lo Humko
Din Na Pa Jaye Kahi Shab Ka Raj
Subah Se Pehle Utha Lo Humko
Hum Zamaane Ke Staye Hain Bahut
Apne Seene Se Laga Lo Humko
Waqt Ke Honth Hume Choo Lenge
Ankahe Bol Mein Ga Lo Humko
Rah Rah Kar Teri Yaad Sataye,
Toh Kya Karun,
Pal Bhar Dil Ko Chain Na Aaye,
Toh Kya Karun,
Dil Paani Paani Ho Gaya Hai,
Teri Yaad Mein,
Jab Tu Paani Mein Aag Lagaye,
Toh Main Kya Karun…
Mujh ko rula kar vo bhi roya to hoga,
Mooh aansuon se usne bhi dhoya to hoga,
Agar na kiya hai hasil kuch humne pyar mein,
Kuch na kuch usne bhi khoya to hoga.
Aaj Hamey Kohi Khata Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Bahri Mehfil Mey Badnaam Hone Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Fizaon Seh Guftagooh Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Baharoon Ser Dil Lagane Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Kekhashoon Koh Chune Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Chand Seh Nazar Na Hatane Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Duniya Koh Barbaat Hamari Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Aaj Tumseh Mohabbat Ka Iqkaar Karne Koh
Yeh Dil Chatha Hai…
Mumkin Nahi Shayad Kisi Ko Samajh Pana
Samjhe Bina Kisi Se Kya Dil Lagana
Aasan Hai Kisi Ko Pyar Karna
Bahut Muskil Hai Kisi Ka Pyar Pana
Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya Hai
Kasam Khuda Ki Wahi Dhokha Khaya Hai
Kyon Dosh Dete Hain Log Log Kanto Ko
Zakhm To Humne Phoolon Se Bhi Paya Hai
Sirf ashk-o-tabassum mein ulajhe rahe
hum ne dekha nahi zindagi ke taraf
raat dhalate jab unaka khayal aa gaya
tik-tiki bandh gai chandani ke taraf
kon sa jurm hai,kya sitam ho gaya
aankh agar uth gai, aap hi ke taraf
jane wo multafit hon kidhar bazm mein
aansuon ke taraf ya hansi ke taraf
Kya Khata Ho Gayi Thi Humse,
Jo Na Mana Tumne Salaam Humara,
Aaj Us Se Hi Kyu Fer Li Najren,
Jo Kal Tak Tha Tumhara Pyara,
Akele Aaye Hain Is Jahan Mein,
Aur Akele Hi Yahan Se Jaayenge,
Jo Bhi Gham Dega Humko Jamana,
Woh Sab Hanskar Sah Jayenge…
Vo Juda Ho Ke Bhi Meetha
Dard De Rahe Hai, Dur Reh
Reh Ker Fir Se Pass Aane Lage
Hai, Fir Se Kyo Voh Kyon Yad
Aa Rahe Hai, Jin Ko Bhulane
Me Hame Jamane Lage Hai.