Khmoash Fiza Thi Koi Saya Bhi NaTha,
Is Shaher Mai Koi Aaya Bhi Na Tha,
Kis Jurm Me Chini Gayi Hasi Meri,
Hamne To Kisi Ka Dil Dukhya BhiNa Tha.
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS
Naadan Hai Mujhe Patthar Dil Bataane Waale
Shaayad Bhul Gaye Hain Ek Baat Ye Zamaane Waale
Patthar Ki Keemat Un Haathon Se Pucho…
Taraash Ke Tajmahal Bana Gye Jo Banaane Waale
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS
कल सुरज जमीन को जलाता था
आज जमीन आसमान को रुलाती है
सब कुछ वही है सिर्फ वक्त बदलता है।!
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS
Rone Se HaaL-E-Gam Kam Nahi Hota,
Iss Jahan Me Kiske DiL Me Gam Nahi Hota,
Meri Mohabbat Ko Wo Bhi Samjh Jati,
Agar Unka Dil Itna Be-Rahem Nahi Hota.
10 years ago
Copy
Tags :
Sad Shayari SMS