Khamosh Hwa Thi Kahi Saya Bhi Nahi Tha...
Is Shahar Mein Humsa Koi Aaya Bhi Nahi Tha...
Kis Jurm Mein Cheeni Gai Hum Se Hansi...
Hum Ne To Kisi Ka DIL Dukhaya Bhi Nahi Tha...;((
एक-एक क़तरे का...
एक एक क़तरे का मुझे देना पड़ा हिसाब;
ख़ून-ए-जिगर वदीअत-ए-मिज़गान-ए-यार था;
अब मैं हूँ और मातम-ए-यक शहर-ए-आरज़ू;
तोड़ा जो तू ने आईना तिम्सालदार था;
गलियों में मेरी नाश को खेंचे फिरो कि मैं;
जाँ दाद-ए-हवा-ए-सर-ए-रहगुज़ार था;
मौज-ए-सराब-ए-दश्त-ए-वफ़ा का न पूछ हाल;
हर ज़र्रा मिस्ले-जौहरे-तेग़ आबदार था;
कम जानते थे हम भी ग़म-ए-इश्क़ को पर अब;
देखा तो कम हुए पे ग़म-ए-रोज़गार था।
Tumne Chaha Hi Nhai Haalat Badal Sakte the,
Tere Aansoo Meri Aankho Se Nikal Sakte The,
Tum To Thahre Rahe Jheel Ke Paani Ki Tarah,
Dariya Bante To Bahut Door Tak Nikal Sakte The.!!ii
Najane Q Wo Humse Muskura Ke Milti He,
Andar Ke Sare Gham Chupa Ke Milti He,
Janti He Ankhe Sach Bol Jati He,
Sayad Isi Liye Wo Nazre Jhuka Ke Milti He.
Unko apne haal ka hisaab kya dete
sawaal sare galat the hum jawab kya dete
Wo to lafzo ki hifazat bhi na kar sake
phir unke haath me zindagi ki puri kitaab kya dete.
Har Or Toh Hai Vaise Uski Hi Jawani,
Hain Fir Bhi Khas Khwaison Ke Khas Dastur,
Sab Ki Hain Juda Rahen Sab Ke Alag Hain Daaman,
Sougate Alag Sabhi Ki Toj Kiska Kya Kasur,
Chidiyon Ne Pedon Par,Machhli Ne Samundar Mein,
Duniya Khuda Ki Aur Jamindar Hai Magrur,
Charon Taraf Hawa Ki Paani Ki Ujaalo Ki,
Bikhari Hazaron Nemten Tum Kisliye Majbur…
Kabhi Yaad Aao To Iss Terha !!!
Ke Dil-O-Nazar Mein Sama Sako
Kabhi Khul Sako Shab-E-Visel Mein
Kabhi Khoon-E-Dil Mein Sanwar Sako
Kabhi Had Se Jab Yeh Junoon Berhay
To Hawas Bun Ke Bikher Sako
Sir-E-Rahguzar Jo Milo Kabhi
Na Teher Sako Na Guzer Sako
Mera Dard Phir Se Ghazal Banay
Mannato Mein Manga Jise Khuda Sey,
Kyon Aaj Wo Baddua Ho Gay,
Kal Tak Tha Jo Dard Mera,
Kaise Kisi Ki Dawa Ho Gaya,
Ab Do Sawalo Mein Atki Hai Meri Zindgi,
Ab Ye Khuda Bhi Mujh Sey Khafa Ho Gaya…
महफिल भी रोयेगी, हर दिल
भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कश्ती तो साहिल
भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस
दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातिल भी रोयेगा……!!
Karoge Yaad Tum Yaro, Ki Sagar Kahta Tha Kabhi,
Doulat Aur Mohabbat Ka, Na Kabhi Bhi Mel Hota Hai,
Hoti Hai Jinke Liye Doulat Hi Sab Se Badhkar,
Unke Liye Toh Yeh Mohabbat, Fakt Ek Khel Hota Hai…