Sookhey phool ko todne wala koi nahi
Tootay dil ko jodne wala koi nahi
kitni MOHABBAT hai unse kaash wo jaan ley
Afsos yehi baat usko bataane wala koi nahi.
Aa’eeneh Ki Manind Saaf Hai
Dil Ke Jo Jazbaat Hain
Alfaazon Mein Nahi Hote Byan
Rooh Se Nikle Jo Ahsaas Hain
Shab Aankhon Mein Guzri
Sahar Ke Phir Wahi Mizaaj Hain
Uski Pahli Nazar Ka Asar
Waqt Ka Wo Manzar Kuch Khas Hai
Khyalon Se Abhi Abhi Guzri Hai Wo
Mahak Uski Sanson Ki Aas Paas Hai…
Zindagi aisi hon jo jeene ko majboor karen,
Rahein aisi hon jo chalne ko majboor karen,
Khushboo kabhi kam na ho is dosti ki,
Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare….
Itne Gehere Naate Kbhi Tode Nhi Jate,
Beech Raah Me Humsafar Bhi Chhode Nhi Jate,
Tumse Juda Hokar ’Kumar’ Chal Padega Maut Ke
Safar Par,
Fir Wapas Un Raho Se Bhi Kadam Mode Nhi Jateee
Roshani kar na sake dil bhee jalaaya humne
Ay khuda chun ke mukaddar apana paya humne
Tapate dil ko kisi aur bhee mil paayee na raahat
Saawan aankhon se bhee ek umr bahaaya humne.
Aadat Nahi Thi Hume Tanhaai Main Jeene Ki,
Par Ab Rusvaayi Main Bhi Jee Lete Hai,
Hontho Par Rakhi Hai Madhushala Puri Par Ab,
Aankh Se Bahe Har Aansoo Se Pee Lete Hai.
:heart_eyes: बड़ी मुश्किलों से सीखा हैं :relaxed: जीना, दूर :raising_hand: तुझसे होकर तेरे बिना, :woman: लौटकर फिर न आना, :sparkling_heart: वरना जीकर भी :skull: मर जाऊंगा तेरे बिना.
Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai..
Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai..
Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai??.
Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai?
Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai
Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai
Kuch Log Ashqon Mein Dard Ko Baha Dete Hain
Aur Kisi Ka Dard Hassi Mein Chupa Hota Haiiii
pather se pyar kiya nadan the hum...
galti humse hui insaan the hum...
aaj jinhe humse baat krne main takleef hoti hai...
kbhi wo kehte the unki jaan hai hum...
Bevajah Duniya Satati Hai,
Har Tarah Se Dil Dukhati Hai,
Bahana Bhar Chahiye Unko,
Hawayen Tinka Udati Hain,
Tute Dil Bikhre Hain Charon Orr,
Gham Ki Chakki Pise Jati Hai,
Achha Khate Pahnate Dekha,
Padosan Asagun Manati Hai,
Khana Hai Bas Ek Do Roti,
Haay Touba Kyu Machati Hai..
Jid Hai Meri Tujhe Chheen Lu Sabse
Tere Siva Zamaane Se Nahi Darte
Yaad Karke Tanhai Mein Ro Lete Hain Aksar
Kabhi Apne Dil Ke Dard Ko Byaan Nahi Karte
Na Mahfil Azib Hai Na Wo
Manzar Azib Hai.. Jo Usne
Chalaza Wo Khanzar Azib
Hai.. Na Doobne Deti Hai
Na Nikalne Deti Hai.. Uske
Dil Ka Wo Samandar Azib Hai.?
Aie Drd MujhE Ab Tera Hi Sahaara hai, Zkhmo k Siwa Ab kon Hmara hai.
Log DrtE hain Maut k AanE sEPr, Mujko To Zindgi nE Hi BahutBerehmi sE Maara hai...