• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Hr Pal Gamo Ki Yad M Jalti He Jindgi, Bas Mom Ki Tarah Se Jalti He Zindgi, Kya Raz Y Ishq Hua H Jabse, Barbadiyo Ki Raah Pe Jalti He Zindgi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ..Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha Ishq Tha Jo Kabhi Izhaar Tak Nahi Pohncha ..Yun Tu Guftagoon Bohut Huwe Unse Phir Bhi Silsila Kabhi Yeh Pyaar Tak Nahi Pohncha.. ..Jaane Kaise Ho Gaya Waakif Tamaam Shehar Daastan-e-Ishq Yun Tu Kabhi Akhbaar Tak Nahi Pohncha.. ..Shartein Ek Dusare Ki Manzoor Thi Yun Tu Par Masauda Hamara Kabhi Qaraar Tak Nahi Pohncha.. ..Gahrayi Dosti Main Naapta Bhi Kaise Rishta Hamara Kabhi Taqraar Tak Nahi Pohncha.. ..Ana’a Meri Mujhe Izazat Nahi Deti Faqat Isliye Zaidi Darbar Tak Nahi Pohncha....!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Hum Bole unse Ki Jaan De Sakte Hain To Vo Bole Ki Hum Mazaak Krte Hain Jab Hum Sach Me Mar Gye Unke Liye To Wo Bole Ki Hum Par To Hazaron Marte Hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • KABHI YAAD AAYE TO EK BAR KEHNA KABHI AANSU BANKE IN AKHON SE BEHNA DOST NAHI SAHI TO AJNABEE HI REHNA PAR KABHI ALVIDA NA KEHNA. =>Date - 10 Apr 2013. =>Created By - Arun Singh.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • mere bina wo bhi yu tanha ho jaye, jaise manzil ke bina zindagi bewazah ho jaye, khuda bhi kare uske sath mazak ho aisa , ke meri mout ke bad use mohabbat mujhse bepanah ho jaye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaisa DARD Diya Usne PYAR Bhi Mera Badnaam Ho Gaya", . Unse Ishq Karne ki Khata Kya Hui", . Itni Kimat Wasool ki Unhone, . Mera Kafan Bhi Nilam Ho Gya..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • काश आपकी सूरत इतनी प्यारी ना होती; काश आपसे मुलाक़ात हमारी ना होती; सपनो में ही देख लेते हम आपको; तो आज मिलने की इतनी बेकरारी ना होती!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitna dur nikal gaya rishta nibhate nibhate, Khud ko kho diya apno ko pate pate, Log kahte hai dard hai mere dil me, Aur mai thak gaya muskurate muskurate.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unse Dur Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha Unse Ruth Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha Ho Gaye Wo Humse Hi Khafa Na Jaane Kyu Yu Paas Aakar Dur Jaane Ka Vaada Na Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Bhi Hum Zuke Khuda Ke Sajde Mein, Khuda Se Managa Yahi Duao Mein, Ki Kami Na Hogi Khushiyon ki Aapki Raahon Mein, Chahe Dua Kabool Hone Ke Badle Mein, Dam Tode Hum Khuda Ke Sajhde Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kuchh alag tha kehne ka andaz unka, Ke suna b kuch nhi or kaha b kuch nhi Kuch is tarah bikhre unki pyar me hm Ki tuta b kuch nhi or bacha b kuch nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Vishwas Banke Log Zndgi Me Aate Hain.. Khwab Banke Ankho Me Sama Jate Hain.. Pehle Yakeen Dilaate Hain Ki Wo Hamare Hain.. Fir Na Jane Kyu Wo Badal Jate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rulaane Ke Liye Apni Kahaani Hi Kaafi Hai, Ishq Me Chaar Pal Ki Zndgaani Hi Kaafi Hai, Doobne Ke Liye Samundar Ki Zarurat Nahi, Apni Palko Se Tapka Hua Paani Hi Kaafi Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Reet He Jane Kesi Ye Zamne Ki Jo Saza Milti He Yaha Dil Lgane Ki N Baithana Kisi Ko Dil Me Itna Ki Fir Dua Mangni Pade Bhulane Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ache Insaan Ho Marijo Ka Rakal Achha Hai, Hum Mare Jaate Hai Kahte Ho Haal Achha Hai, Jaao Bhi Aaaj Na Do Mukhe Jhuti Tassliya, Mar Jaayenge Tumhaari Bala Se Hum, Jo Kaha Main Eke Pyar Aata Hai Tum Par, Hans Ke Kahne Lage Aur Aap Ko Aata Kya Hai, Julfo Ki Yeh Khusbu Kahan Chalti Ho Bikherti, Sakal Meri Bhi Sundar Hai Tu Kyu Soorat Pe Itraati….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab Ehsaas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kardo, Mein Ke Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kardo Na Tumhein Hosh Rahe Aur Na Mujhe Hosh Rahe, Is Qadar Toot Ke Chaho Ke Mujhe Pagal Kardo… Tum Hatheli Ko Mere Piyar Ki Mehndi Se Rango, Apni Aankhon Me Mere Naam Ka Kajal Kardo… Dhoop Hi Dhoop Hon Mein Toot Ke Barso Mujh Par, Mein To Sehra Hun Mujhe Piyar Ka Badal Kardo… Iske Saye Mein Mere Khwab Mehak Uthen Gey, Mere Chehre Pe Umeedon Bhara Aanchal Kardo.. Apne Honton Se Koi Mohar Lagao Mujh Par, Ik Nazar Piyar Se Dekho Mujhe Ghayal Kardo…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tum Hatheli Ko Mere Piyar Ki Mehndi Se Rango, Apni Aankhon Me Mere Naam Ka Kajal Kardo… Dhoop Hi Dhoop Hon Mein Toot Ke Barso Mujh Par, Mein To Sehra Hun Mujhe Piyar Ka Badal Kardo…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hosh Hai Gum Kya Karein Bhai, Kon Ab Dukhda Hare Bhai, Dal Roti Ki Badi Kimmat, Bhukhe Ab Mare Tab Mare Bhai, Doudte Doudte Halat Hai Kharab, Pet Ke Kuven Na Bhare Bhai, Jinko Mouka Mila Siyasat Ka, Mulk Ka Khet Woh Charein Bhai, Chandani Ka Jo Lutf Dete The, Police Ne Loote Woh Bajre Bhai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS