• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • तुमने कहा था, आँख भर के देख लिया करो मुझे; अब आँख भर आती है पर तुम नज़र नहीं आते​।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khuda Kre Koi Isq Ka Shikar Na Ho, Juda Apne Dilbar Se Kisi Ka Pyar Na Ho, Me Apne Pyar Ke Bina Pury Jindgi Gujar Du, Magar Shart He Kivo Mere Siva Use Kisee Or Se Pyar Na Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab to kuch apni tabiyat hi juda lagti hai, Saans leta hu to zakhamo ko hava lagti hai, kabhi hum se razi to kabhi hum se khafa lagti hai, Aye meri zindagi tuhi bata tu meri kya lagti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Jo Tune Diya Wo Gehra Diya, Karke Wada Tune Humko Bhula Diya, Zakham Dene Wale Tera Bhi Shukriya, Jo Zindagi Ka Tune Matlab Sikha Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humne socha unke pyar me tadapna chhod denge Unke liye tarasna chhod denge Dil ko bola tu bhul ja unhe Kambakht Dil bola-Hum Dhadakna.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • DiL Ko Aata Hai Jab Bhi Khyaal Unka, Tasveer Se Poochhate Hain Phir Haal Unka, Wo Kabhi Humse Poochha Karte The Judaai Kya Hai, Aaj Samajh Aaya Hai Sawaal Unka...♥♥
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Nafrat na karna kbhi humse Hum seh nahi paenge Bus ek bar keh dena ke zarurat nhi hai Apki Kasam khuda ki Apko peetne GHAR tak chale aenge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ae Khuda Aaj Ye Faisla Karde Use Mera Ya Mujhe Uska Karde Bahut Dukh Sahe He Maine Koi Khushi Ab Toh Muqadar Karde Bahut Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna Judai Ke Safar Ko Kam Karde Jitna Door Chale Gaye Woh Mujhse Use Utna Kareeb Karde Nahi Likha Agar Nasib
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Haalanki Use Meri Mohabbat Par Shak Aaj Bhi Hai.. Naav Me Baith Kar Dhoye The, Hath Usne Kabhi.. Poore Taalab Me Mehandi Ki Mehak Aaj Bhi Hai.. Chhu To Nahi Paya Use Pyar Se Kabhi.. Par Mere Hooton Par Uske HootonKi Jhalak Aaj Bhi Hai. Har Baar Puchti Thi, Meri Chahat Ka Sabab.. Waisi Hi Ishq Ki Ye Parak Aaj Bhi Hai.. Nahi Reh Pati Wo Bhi Mere Bina. Dono Taraf Ishq Ki Dahak Aaj Bhi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har Khusi Ke Pahlu Haaton Se Chhut Gaye, Ab Toh Khud Ke Saaye Bhi Rooth Gaye, Haalat Hain Aise Zindagi Mein Hamari, Pyar Ki Rahon Mein Hum Bilkul Toot Gaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Soo Jate Hain Aksar Hume Yaad Kiye Begair.. Hume Neend Nahi Aati Unse Baat Kiye Begair.. Kasoor Unka Nahi Kasoor Hamara Hai.. Humne Chaha Unhe Unki Izazat Ke Begair..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Usey Keh Do Wo Mera Hai Begana Ho Nahi Sakta , Bohat Nayab Hai, Us Jaisa Koi Ho Nahi Sakta... Us Ke Sath Jo Guzra Wo Mousam Yaad Aata Hai, Us Ke Baad Koi Mousam Suhana Ho Nahi Sakta... Chupane Se Nahi Chupta, Dikhane Se Nahi Dikhta , Ye Atish-E-Ishq Hai Is Mein Bahana Ho Nahi Sakta... Wo Dil Pe Naqsh Ho Jaye, Nigahon Mein Sama Jaye, Ke Is Dil Mein Kisi Ka Phir Se Aana Ho Nahi Sakta.... Bohat Hain Chahne Wale Us Ke Hum Ne Suna Hai, Par Koi Bhi Doosra Hum Sa Deewana Ho Nahi Sakta…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete Sawaal Saare Galat The Hum Jawaab Kya Dete, Wo To Teen Lafzon Ki Hifazat Bhi Na Kar Sake, Fir Unke Hath Me Zindagi Ki Puri Kitaab Kya Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ajab Rasam Hai Carah Garon Ki Mehfil Ki, Laga Ke Zakhm, Namak Se Misaj Karte Hain... Ghareeb Shahar Tarasta Hai ik Nawale Ko, Ameer Shehar Ke Kutte Bhi Raaj Karte Hain...!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab Toh Lagne Laga Hai, Zindagi, Ke, Shayad Kuchh Pal Hi Baki Rah Gaye Hain, Humne Bhi Ki Nahi Ranjish Kisi Se, Jo Bhi Jakham Mile Sab Sahte Gaye Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Kahoon Tumhain Khuwab Kahoon To Bikhar Jaogi! Dil Kahoon To Toot Jaogi! Lo, Tumhara Naam Zindagi Rakh Deta Hoon..! Maut Se Pehle Hamara Sath Na Chor Paogi!!@
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Suna Na Sakoge Dastaa Apni Bewafayi Ki, Kiye Hain Tumne Hazaron Jakhm Dil-E-Yaar Mein, Teri Baato Se Laga Ke Tu Pyar Karti Hai Sanam, Maalum Pada Ke Yeh Toh Kaam Nikalne Ki Ada Thi, Yu Banthan Ke Nikalatio Hai Apni Khusi Ke Liye, Magar Log Samajhte Hain Ki Yeh Hai Unke Liye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bhale Hi Raah Chalton Ka Daaman Tham Le, Magar Mere Pyar Ko Bhi Tu Pahchan Le, Kitna Intezaar Kiya Hai Tere Ishq Mein, Jara Yeh Dill Ki Betaabi Tu Jaan Le..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS