• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Ek Tere Chale Jaane Ke Baada Hamein, Kisi Ka Bhi Yahan Eitbaar Na Raha, Aur Kisi Se Toh Kya Karenge Mohabbat, Jab Apni Hi Zindagi Se Pyar Na Raha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab Puch Hamne Unka Haal Unse, Har Baat Pr Raha Hame Malal Usne, Usne To Mere Hansi Ka Jawab Na Diya Hans Kr, Phir Kya Puchte Hm Dil Ka Sawal Unse,,...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jubaa Agar Ashkon Ki Samjho Toh, Yeh Sab Kuchh Kah Jaate Hain Yaaro, Dil Ke Bojh Ko Karte Hain Halka, Khud Sabke Gham Sah Jaate Hain Yaaro…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Anshu bahane se haton ki lakir nehimit ta jhoot bolnese sachai nehi chupta tere kehenese me bhool nehi sakta bin tere ek pal ab me jeenehi sakta, . . . . . . Baat to leta hun har gam magur tere diye gum bat nehi pata dur janeko kehe k mujhe akele zeher q piliya kehe k to dekhti a badnasib tere shadime b gaaleta, hun thokar kharaha tere intezar me keheti to zeher me pileta
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • गम ना हो वहाँ जहाँ हो फसाना तेरा, खुशियाँ ढूँढती रहें आशियाना तेरा, वो वक़्त ही ना आए जब तू उदास हो, ये दुनिया भुला ना सके मुस्कुराना तेरा….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Thokar Khate H Aur Muskrate H - Is Dil Ko Sabar Karna Sikhate H. - Hum To Dard Lekar Bhi Yaad Karte H - Aur Log Dard Dekar Bhi Bhool Jate H.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kuch Alag Tha Kehne Ka Andaaz Unka, Ki Suna Bhi Kuch Nahi Aur Kaha Bhi Kuch Nahi, Kuch Is Tarah Bikhre Unke Pyar Me Hum, Ki Toota Bhi Kuch Nahi Aur Bacha Bhi Kuch Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere jaane k bad ek din royenge wo Gam-e-ishq akele hi dhoyenge wo Yaad meri aakar satati rahegi unko Jis pal mujhe bhul k soyenge w
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chand se piyari ho ap mere dil ki dhadakti dhadkan ho ap, bewafa hi sahi par mere zindgi ho ,apne kar di meri zindgi barad eski bajah bhi ho ap, mujhe dard dene bali bhi ho ap ,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Agar Woh Khush Hain Dekh Ker Aansu Meri Aankho Me To Khuda Ki Kasam Hum Mushkurana Chhod Denge Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko Lekin Us Ki Taraf Nazre Uthana Chhod Denge Woh Manzil Hi Kya Jo Ap Ko Dukh De Sake Khuda Ki Kasam Us Manzil Tak Jana Chhod Denge…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil K Dard Ko Jab Hum Sunate H, to Log Use Shayari Kahte Hain, tab To Kuch Nahi Hota Hai, taqlif To Tab Hoti Hai, jab Log Wah Wah Karte Hain...!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Madhoshiyon Main Ais Tarah Mashoor Le Gaya Taza Ghamon Ki Raah Woh Mujh Ko Dikha Gaya Woh Aik Asgher Sare Jahan Se Zara Juda Omeed Meri Aas Meri Hausla Mera Aiwan-E-Dil Main Aatish-E-Chahat Laga Gaya Din Ka Sakoon Raat Ki Neendein Chura Gaya Toofaan Jaise Shehar Main Aa Kar Guzar Gaya Chu Kar Mere Badan Ko Sehar Mujh Pe Kar Gaya Jis Ko Tapak Tapak Ke Sulaya Tha Aik Omar Aikasgher Hi Chahaton Ke Woh Aarmaan Jaga Gaya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ⊗↬"Tum" *छा गये 卄0:point_right:????:thought_balloon::thought_balloon:....कोहरे की तरह मेरे चारो तरफ....:heartbeat:...*न कोई दूसरा:heart::kissing_heart:#दिखता है* ...:kissing_heart::kissing_heart:...ना* *देखने की चाहत है.*
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS , Sad Shayari SMS
  • सब ने चाहा कि उसे हम ना मिलें; हम ने चाहा उसे ग़म ना मिलें; अगर ख़ुशी मिलती है उसे हम से जुदा होकर; तो दुआ है ख़ुदा से कि उसे कभी हम ना मिलें।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Kehta Hai Sab Jhote Hain, Aankhein Chehray Khawab Phir Bi Kun Ache Lagte Hain Aankhein Chehray Khawab Khalwat-e Shab Main Kis Ne Rakhe Zakhm Pe Marham Hath Muj Ko Hairat Se Takte Hain Aankhein Chehray Khawab
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Toh Ji Rahe The, Unki Yaad Lekar, Woh Gujarte The, Hammara Salaam Lekar, Kal Woh Kah Gaye, Bhula Do Humko, Ham Ne Puchha Kaise, Woh Chale Gaye, Hathon Mein Jaam Dekar…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kal Na Hum Honge Na Koi Gila Hoga, Sirf Simti Hui Yado Ka Silsila Hoga, Jo Lamhe He Chalo Haskar Bita Le, Jane Kal Zindagi Ka Kya Faisla Hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Taaqat Aap Me Hai Na Apki Haddi Me Hai, Na Taaqat Aap Me Hai Na Apki Haddi me Hai, Taaqat To Usme Hai Jo Bina Haddi Ke Aapki Chaddi Me Hai. ;-)
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apne gamo ki yu numaish na kar, Apne nasib ki yu aazmaish na kar, Jo tera hai tere dar pe khud ayega, Roz roz use pane ki khwaish na karrrr
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS