पति को बाजार जाते हुए देख पत्नी ने पैसे देकर कहा "कुछ ऐसी चीज़ लाना जिस से मैं सुन्दर दिखूं" पति खुद के लिए Whisky की दो बोतल ले आया।:relaxed::relaxed::relaxed:
Meri Dastan ka urooj tha Teri Naram Palkon ki chhaon mein
Mere saath tha Tujhe jagna Teri ankh kaisey jhapak gai
Bhala Hum miley bhi to kiya miley wohi Doorian wohi faasley
Na kabhi Humare Qadam Barhy na kabhi Tumhari jijhak gai
Tere Hath sey Mere Hont tak wohi intzar ki Piyas hai
Mere Naam ki jo Sharab thi kahin rastey mein Chalak gai
Tujhe Bhool janey ki koshishein kabhi kamiyab na ho sakein
Teri yaad Shaakh-e-Gulaab hy jo hawa chali to Mehak gai.
Pappu School Mein Padhayi Kam Aur Shararte Jyada Karta Tha Ek Din Tang Aakar Uski Ek Madam Jo Badi Sunder Thi, Use Dant Te Hue Boli Madam: “Agar Main Teri Maa Ban Jaau To Tujhe Do Din Mein Sudhar Du” Pappu Khushi Se Uchalte Hue Bola: “Madam Sachii?, Main Abhi Jaake Daddy Ko Bata Ke Aata Hun Ki, Bapu Party De, Teri To Lottery Lagne Wali Hai“
चार चीज़ें इंसान को कभी खुश नहीं रख सकती। कार:blue_car:, मोबाइल:iphone:, टीवी:computer: और बीवी:dancer:। क्योंकि अक्सर इनके लेटेस्ट मॉडल दूसरों के पास होते हैं। :slight_smile::slight_smile::slight_smile:
Ladki Ne Apne Boy-Frnd Ko Fone Kiya To Us Ke 10 Saal Ke Bhatije Ne Fone Uthaya. Ladki: “ Apne Uncle Ko Fon Do. ” Bacha: “ Aap Ka Name? ” Ladki: “ Apne Uncle Se Kaho Un Ki Jaan-E Man Ka Fone Hai. ” Jawab Mein Bachhey Ne Jo Kaha Use Sunn Kar Ladki Behosh Ho Gayi. Bachhe Ne Masumiyat Se Kaha: “ Lekin Aunty Mobile Pe To “ Randi ” Likha Hua Hai “:relaxed::relaxed::relaxed:
Ek Ladki Road Ke Dusri Taraf Khadi Thi . Tabhi Ek Chai Wale Ne Usey Dekha Aur Kaha. Chai Wala:bholi Si Surat Ankhon Me Masti Dur Khadi Sharmaye .. Aaye Haye. Tab Ladki Boli :kali Si Surat Hatoon Mein Katli Dur Khada Chillaye Chaye Chaye. By Raushan Shah.:relaxed::relaxed::relaxed:
Horror films mein
Ladki ko Ghar mein
Jab kuch ajeeb sunai deta hai tO wo kehti hai
KON HAI WAHAN?
.
.
.
.
.
KON HAI WAHAN?
Jaisay k Bhoot Bolega
Haan Behen Mai kitchen mein Hu.
Tumhari maa ne mast gulab jamun banaye hai,, wohi kha raha hu aaaaaoo khayenge saath
Aadmi: Molvi Sahab Koi Aisa Tareeqa Batao k Mai khao Peeo Or Mera Roza Na Tote? Molvi: Logon Se Mar Khao Or Ghussa Pee jao. Roza Nahi Tote Ga..:relaxed::relaxed::relaxed:
Tumhari yaad ko jane nahi denge,
Tumhare jaisa dost bhi khone nahi denge,
Shrafat se sms kiya karo
Warna ek kaan ke niche denge or rone bhi nahi denge.
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
Pyase ko toa ek katra pani bhi bahut hota hai ,
Aur kehte hain ishk main toa char pal ki zindagi
bhi bahut hai ,
Doobne ko samundar main kyu jaya jaye ,
Unki palkoan se tapakta vo aansuon ka samundar
hi kafi haiiii
Chup Rahoge To Baat Kon Karega,
Hum Na Hoge To Tumhe Yaad Kon karega,
Mana Ke Hum Wo Nahi Jo
Tumhe Pal Pal Yaad Aaye,
Par Hum Na Rahe To Tumhe Pyar Kon Karega