Santa Doodh Wale Ki Dukaan Pe Jata Hai Aur Kehta Hai.
Santa: “Tumhari Shop Ka Doodh Kharab Hai Sharbat Mein Dala Phatt Gya”
Doodh Wale Ne Hairani Se Poocha: “Konse Sharbat Mein Dala Thha?”
Santa: “Niimboo Pani Mein“
निया में अभी उतनी बुराई नही फैली है जितना हम आप सोच रहे है.!! . . . . . . . अभी भी समोसे के साथ मीठी और तीखी, दोनो चटनी फ्री ही मिल रही है !!:relaxed::relaxed::relaxed:
Smart Santa....
.
.
1 bache ne santa ki dukan se Rs.45
ka saaman liya or use 5 k note me
5 k aage pencil se 0 likh kr diya
or kaha Ye lo 50Rs..
or 5Rs.
Vapas do..
.
.
.
Santa ko pata chal gaya or usne socha iska badla lena chahiye..
.
.
Usne jeb se 50 ka note nikala or
uska 0 pencil se kat diya r bola ye
le 5Rs. Ab to Hisaab baraabar... .
.
.
Waah kya dimag hai santa ka thoko like daba kar is faadu dimag k liye. .
Ek aadmi ne cockroch ko mar diya.
Cockroch marte huye-sale tu kayar hai tu mujhse jalta hai isliye tune mujhe mar diya.
Aadmi-q
Cockroch-qki teri biwi mujhse darati hai tujhse nahi.
Barso guzar gaye rookar nahi dekha..
Ankho me neend thi sookar nahi dekha..
Wo kya jaanenge dard e mohabbat kya hai..
Jisne kabi kisi ka hokar nahi dekha..
Pyar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai
girlfriend ne shaadi se enkaar kaar diya
Socha dil diya hai aab jaan bhi denge sanam
pr kamine dosto ne daru pilaa ke usi ke baaraat me
nchwaa diya...
Engineering Student Sitting with
His Girlfriend in Restaurant,
.
.
Drinking Beer n Says:- "I Love
youuuu"
.
Girlfriend:- Is It U Or The Beer
talking ?
.
Student:- Its Me, Talking To My
Beer, U Shut Up" :/ :@ :p
us ne kaha or dabao,
main dabaya,
us ne kaha or dabao,
main ne or dabaya,
us ne kaha baniyan nikal do
phir dabao,
main ne phir dabaya,
us ne kaha pent bhi nikal do
phir dabao,
main ne phir dabaya . . . Â
dekha ho gya na suit case
band
Ek coaching mein teacher padha rahe the.
Unhone wanha present students se kaha - ek din aisa ayenga zab prithawi par paani hi paani hoga aur sare ziw-zantu nast ho zayenge.
Sawmartinant:-Sir! us din coaching aana hai ya nahi?
Das hazaar customers mein se ache
Customer dhoond lete hain lekin ,
Majboor dost ki ankhhon ki nami
dikhayi nahi deti,
PC pe hazzar windows khuli hain,
Par dil ki khidki pe koi dastak sunayi nahi deti...
Saturday-Sunday nahata nahi ,
Weekdays ko naha raha hai...
Wo dekho ek sales ka Banda ja raha ha
Me - Walking On Footpath . . Bhikhari: Sahab Kuch Paise De Do, . . Me- Chutte Nhi Hai . . . . Bhikhari: Paytm To Hogana .. To Fir Paytm Kar Dijiye.:relaxed::relaxed::relaxed:
पापा-पापा
आज मुझे मम्मी ने मारा,
वकील ने उसे एक थप्पड और मारा और कहा -
वकील का बेटा होकर इतना
भी नहीं जानता की
सुप्रीम कोर्ट के फैसले की
अपील हाईकोर्ट मे नही हो सकती.... !
पत्नी सो रही थी,
.
पति ने देखा की एक नागिन पत्नी के पैरों के पास से गुजर रही है।
.
.
पति- (धीरे से बोला) डस ले, डस ले।
.
.
नागिन- कमीने चरण स्पर्श करने आई हूँ, "कुलदेवी है हमारी।"