Hum Dil Fek Aashiq Har Kam Me Kamal Kar De.Jo Wada Kare Use Pura Har Haal Me Kar De.Tujhe Lipistik:kiss: Lagane Ki Kya Jarurat,hum Hot Chum-chum Ke Lal Kar De.:slight_smile::slight_smile::slight_smile:
Boyfriend: तुम्हे मोहब्बते में ऐश्वर्या का रोल मिलना चाहिए था Girlfriend : इतनी सुन्दर हु मैं Boyfriend: नहीं शुरू में ही मर जाती:relaxed::relaxed::relaxed:
Pati Patni Mein Zabardast Jhagda Ho Raha Tha, Biwi Kalpate Hue Boli Patni: “Kash Main Apni Mom Ki Baat Maan Leti Aur Tum Say Shadi Na Karti” Pati: “Kya Matlab? Tumhari Maa Ne Mujh Se Shadi Karne Ko Mana Kiya Tha?” Patni: “Haan, Bahut Baar” Pati Rote Hue Bola: “Hey Bhagwan, Main Aaj Tak Us Nek Aurat Ko Kitna Bura Samjhta Raha Jisne Mujhe Bachana Chaha.“:relaxed::relaxed::relaxed:
k Budiya Cinema Hall Me
Coldrink Ki Bottle Leke Bethi Thi,.
Kabhi 15 Min Me Muh Ko
Lagati To Kabhi 20 Min Me,.
Pas Bethe Pappu Ko Gussa Aa
Gaya, Usne Budhiya Se Botal Chini
Aur Puri 1 Ghoot Me Pikar Bola-
Aise Peete Hai,
.
.
Budiya Boli- Par Beta Mai To
Pan Thook Rahi Thi.
Pyar - Dukh Ka Bazaar
Premi - Dukh Ka Kharidaar
Premika - Dukh Ki Dukandaar
Dad - Beech Ki Deewaar
Behan - Salahkaar
Bhai - Peetne Ko Taiyaar
Ye Hai Pyar Ka Big Bazaar..!
SANTA:
Shimla ja raha hu.......
Raste me Wife ko khayi me gira dunga.
BANTA:
Meri bhi le ja yaar.........
ushe bhi gira dena.
.
.
.
SANTA:
Agar tu Bura na mane
to
use Wapsi me gira du ?
Gandi Waali Bezzati...
.
Bf to Gf - Jaan Tum Kal Mere Sapne
Mein
Aayi Thi .. You Were Looking Very
Cute :)
.
Gf Khush Ho Kar.. Hmm ? Sach Much
:hearts:
.
Bf - Haan Baba Such Much :hearts:
.
Gf .. Sapne Mein Hum Dono Kya Kar
Rahe The?
.
Bf - I Was Eating Dairy Milk !
Main Akele He Kha Raha Tha Aur Tum
Bhooki Bhikari Ke Andaaz Mein Keh
Rahi ThiKi
Plz Beshak Chocolate Naa Dena But
Wrappar To De Dena Chaatne Ke
Liye
Boyfriend: "Baby, I Heard You Failed In English! How Is It possible??" . . . Girlfriend: "Who TELLED U???" . . Bf- "bas Rehne De, Main Samajh Gaya...!!":-]:relaxed::relaxed::relaxed:
Saali:" Jeeja Ji Plz Mujhy 500 Rupeyde Do Me Agley Hafte De Dun Gi . . . . . jeeja:" Tum 1000 Lelo Magar Abhi Do . . Jinko Samaj Me Aaya Wo "Like" Thoko Baki Bacche Pogo Mat Dekho Kabhi Samajhne Ki Koshish Bhi Karo..
सुना है बहुत बारिश है तुम्हारे शहर में. ज़्यादा भीगना मत. अगर धुल गयी सारी ग़लतफ़हमियाँ.. तो बहुत याद आएँगे हम. :slight_smile::slight_smile::slight_smile: