SANTA:
Shimla ja raha hu.......
Raste me Wife ko khayi me gira dunga.
BANTA:
Meri bhi le ja yaar.........
ushe bhi gira dena.
.
.
.
SANTA:
Agar tu Bura na mane
to
use Wapsi me gira du ?
Petrol Pump Se 21 Km Doorfauji
Truck Ka Ptrol Khatm Ho Gya..
Pappu Driver Ne Major Ko Btaya Ke
Ptrol Pump Tak Dhakka Lagana Padega..
Sab Nichey Utar Kar Dhakkalagane Lage..
Kafi Der Baad Pump Par Pahuch Gaye..
Kuch Jawan Behosh Ho Gaye..
Pappu Ne Petrol Dlwana Shuru Kiya To
Major Ne Kaha K Piche Jo Drum Hai,
Us Me B Dalwa Lo..
Pappu:" Wo To Full Hai, Emrgency K
Liye Rakha Hai.
LOVE LETTER
vs
EXAM PAPER
LOVE LETTER:"Hazaro khayal aate hai
jinhe lafzon mein nahi likh pate!"
EXAM PAPER:"Hazaro alfaaz likhne
padte hai jo khayalo mein nahi aate!"
Ek Ladke Ne Ek Ladki Ko Kamal Ka Phul Diya?
Ladki Ne Usko Ek Thappad Mar Diya,
Ladka Bola Me To BJP Ka Parchar Kar Raha Hu,
Ladki Boli Me Bhi Gongress Ka Parchar Kar Rahi Hu.
Ladka Bola Dilruba, , ladki Boli Pizza Khila, , ladka Bola Paise Nahi, , ladki Boli Aise Nahi, , ladka Bola Mehangai Hai, , ladki Boli Aaj Se Tu Mera Bhai Hai..:relaxed::relaxed::relaxed:
लोग अपने कपड़ो के स्टाइल पर कितना पैसा बर्बाद कर देते हैं;
जबकि जिंदगी के सबसे हसीन लम्हें बिना कपड़ो के गुज़र जाते हैं।
.
.
अबे बचपन की बात कर रहा हूँ।
कब तक ऐसा गन्दा सोचता रहेगा।
Sine Me Dil, Dil Me Dard, Dard Me Yaqin, Yaqin Me Khyal, Khayal Me Khwab, Khuwab Me Tasvir Tasvir Me Sirf Ap! Itna Darawna Khuwab? Baap Re Baap:relaxed::relaxed::relaxed:
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to
aur kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua
chuha mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola :
Ye chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
Agar Tum Use Na Pa Sako Jisse Tum
Pyar Karte Ho,
.
.
.
.
To
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sharam
Karo,,....
Laao Ab Number Mujhe
Do,,...Main Try Karta Hu.....
Ek aurat paraye mard ke 7 ghar me thi. Tabhi uska pati job se thoda late aaya.
Patni- tum itna late q aaye?
Pati- pehle batao ye kaun hai.
Patni-topic change mat karo.