• Categories
  • Funny Saying SMS   112
  • Khuda Bohot Mehrban He ki Usne Dosto Ki Koi Qeemat Nhi Rakhi Vrna Hm Ap Jese Dost Ki Qeemt Kese Ada Krte Qki CHAWANNI/ ATHHANI ab kaha chlti h?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Message pe message bhejti ho, bhej bhej kar bheja kharab karti ho, bhejti ho to bhi kya bhejti ho, khud ka bheja to chalata nahi, dusre ka bheja huaa hi bhejti ho.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Students song Hm hoge all pass Hm hoge all pass 1din . Ho! ho! SOTE h bindass Likhte h bakwas Karte h timepas Fir B h vishwas Marks milenge jhaKkas 1 din!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Gandhi bhi chala gaya, nehru bhi mar gaya, subhash bose ka bhi kuchh pata nahi aur meri bhi tabiyat thik nahi hai....pata nahi desh ka ab kya hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • 1. POLICE MAN - Sab Mujh Se Darte Hai Or Main Biwi Se 2. MOCHI- Main Juto Ki Marammat Karta Hu Or Biwi Meri 3. TEACHER- Main School Me Lecture Deta Hu or Ghar Me Sirf Sunta Hu. 4. OFFICER- Main Office Me BOSS Hu or Ghar Me Naukar 5. JUDGE- Main Court Me Faisale Sunata Hu or Ghar Me Khud Insaaf Ka Talabgar Faisala Aapke Hath Me Hai, Kunware Raho, Khush Raho. Note- Jo Shadi Kar Chuke Hai Sabr Kare or Jinki Nahi Hui Wo na kre...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Ghor Kalyug- Ek ladka bus stand me ladki ko pareshaan Kar raha hota hai. Girl:Ghar me Maa/Bahen nahi hai kya? Boy: nahi Jee koi nahi hai... akela rehta hu Girl:To Ghar le chal na pagal, YahaTime pass kyu kr raha hai .
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Bewafa Duniya Mein Sari Zindgai Kon Sath Day Ga Tera ¤ ¤ ¤ ¤ Log To Hathon Se Dafna Ker Bhool Jatay Hain K , Qabar Kon Si Thi...!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • AGAR MOBILE EK BANDUK HAI TO SMS USKI GOLI HAI JAB YE CHALTI HAI TO "BAHADUR" LOG JAWABI HAMLA KARTE HAI JABKI "KAYAR" LOG DEKHTE HAI AUR ZULM SAHTE HAI
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Doctor: kya taklif hai? Patient: sote waqt saas lene mein taklif hota hai Doctor: aj se sote waqt saas ko nehi saali ko lekar sona.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Kya bindas hava chal rahi hai, bird gaana ga rahe hain, Cow log grass eat rahe hain, shaane log SMS kar rahe hain aur dhakkan log SMS padh rahe hain
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Abhi Qadam He Rakha Tha Hum Ne Mekhane me ek Awaaz aai, " SAQI " Chala Ja Wapis Tujhe Sharab ki Nahi kisi k Didaar ki Zarurt Hai......! " L¡fe ¡s sø .W."H
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Mandir me Jaap Karta hu.. Masjid me Namaz Padta hu.. Insaan $e kahin Bhagwan na Ban Jau, i$liye "Buri Aatmao" ko sms karke roj ek paap karta hu..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Sahab: Tum bathroom main qun ghus aye, kiya tumhein pta nahi tha ki main nahaa rahaa hun? naukar: sahab galati ho gayi, mein samjhaa tha begum sahibaa naha rahi hain..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Nadan Hai Muje Patthar DiL Batane Wale, BhooL Gye Hai Shayad Zamane Wale, Patthar Ki Kimt Un Se Puchho, Taraash Ke Tajmahal Bana Gye Jo Banane Wale.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • BANKS HSBC:Hum Sabse Bade Chor HDFC:Har Dum Fakir Chand BOB:Bank Of Bhikaris IDBI:Itna Dhan Bina Income SBI:Sab Bhikari Idhar GREAT INDIA
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Garib ne tajmahal ki hr diwar ko dekha, Hr minar ko dekha, Hr kaalin ko dekha,H r khidki ko dekha Or bola. Maa kasam sachi mohabbat me kharcha bahut hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • Humne unke samne aana chhod diya, Apni chahat ko jatana chhod diya, Kyonki Jinki hansi par marte the hum, Unhone hume dekh kar muskurana chhod diya…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS
  • kanjoos ki zindagi kya jeena.. kabhi humari tarah bhi jiya karo.. Roz mere sms padh kar sharam nahi aati.. kabhi khud bhi sms kiya karo..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Saying SMS