Rone se kisi chiz ko paya nahi jata,
.
khone se kisi chiz ko bhulaya nahi jata
.
waqt sabhi ko milta hai zindagi badalne ka,
.
zindagi se waqt ko badla nahi jata.
Life Ke 5 Sach ...!
1- Maan Ke Siwa Koi Wafadar Nahin Hota.
2- Gareeb Ka Koi Dost Nahin Hota.
3- Izzat Sirf Paise Ki Hai, Insaan Ki Nahin.
4- Log Aaj Bhi Achhi Soch Ko Nahin,
Achhi Surat Ko Tarjeeh Dete Hai.
5- Sabse Zyada Dukh Wahi Saks Dega,
Jo Aapke Dil Ke Qareeb Hoga.!!
Asalam.O.Alaikum!
Quraan Pak Ki Roshni Me Dengue Vairous Ka Elaj
27 Paary Ki Sur E Rheman Or 28 Paary Ki Sur E Taghabun
Parh Kr Mariz Py Dam Krn Or Pani Py B Dam Kr K Pilaty Rhn.
Jb Tak Shefa Na Ho
Inshaallah Allah Pak K Karam Se Sheefa Hogi.
Is SMS Ko Jitna Ho Saky Farword Krn.
Jazak ALLAH..
सब्र और सहनशीलता कोई कमजोरियां नहीं होती है..., :rose::maple_leaf::rose::maple_leaf::rose: ये तो अंदरुनी ताकत है जो सब में नहीं होती...! :pray::rose::pray::rose::pray:
Jab Chote The Tab Bade Hone Ki Badi Tamanna Thi,
:
Magar Ab Pata Chala Ki,
:
Adhoore Ehsaas Aur Toote Sapno Se Accha Adhoora Homework Aur Toote Khilone The..