Kal Halki Halki Barish Thi
Kal Sard Hawa Ka Raqs Bhi Tha
Kal Phool Bhi Nikhray Nikhray Thay
Kal Un Pe Aap Ka Aks Bhi Tha
Kal Badal Kalay Gehray Thay
Kal Chand Pay Lakhon Pahray Thay
Kuch Tukray Aap Ki Yaad Kay
Bari Dair Say Dil Main Thehray Thay
Kal Yaadain Uljhi Uljhi Thin
Aur Kal Tak Yeh Na Suljhi Thin
Kal Yaad Bohut Tum Aye Thay
KAL YAAD BOHUT TUM AYE THAY
ik raat hoi barsaat bohat
main royaa saari raat bohat
har ghum tha zamaanay ka lekin
main tanha tha us raat bohat
phiraankh say ik saawan barsa
jab seher hoi to khayaal aaya
woh baadal kitna tanha tha
jo barsa saari raat bohat
Rain is not only drops of water.
It is the LOVE of sky 4 earth.
They never meet each other but send LOVE this way.
Enjoy the LOVE of nature.
HAPPY WINTER MOONSOON.
Baarish ki bunde deewana banaye,
tan ko bhigoye mann ki aag bhadkaye,
aaj jai sajan dur humare waqt ki baat hai,
par dil ko hum kaise samjhaye.
Labon par aye woh naam ho tera,
bheju jo woh paigaam ho tera,
aankhein jo dekhe woh khawab ho tera,
dhadkan kare jiska intezar woh intezar ho tera
Kaash aap jinko chahte ho unse mulaqaat ho jaye,
Zuban se na sahi aankho se baat ho jaye,
Aap ka hath unke hath me ho,Or
Rim~Zim si barsaat ho jaye,....