Film Me Kaam Karoge.?
Roll Sirf Itna Hi Hai,
Ki Ek Ladki Aap Ko Ek Kamre Me Le Jaigi
Aur
Aapko
Goli Maar Degi
Film Ka Naam Hai:
"Band Kamre Me Kutte Ki Maut."
Aansun tera gire to Aankhen meri ho
Dil tera dhadke to Dhadkan meri no
Bhagwan kare humari Dosti itni Gahre ho ki Naukri tum karo Aur SALARI Meri ho...!!!
Pappu 2 Ramu ; agar tumhe rod par ek 50 ka note milta he or ek 500 ka to tum konsa note uthaoge.
Ramu ; 500 ka
pappu ; agar me hota to dono utha leta...
Kisi Ne Relway Station Pr 1 Lady Ki Cher K Niche Bomb Rak Diya. Tbi Sab Shor Machane Lage- Anty Bomb He. Lady Smiled- Nhi Re Paglon Ab Pehle Jasi Bat Khan
Shadi ka wada kia Perveen se,
Warna mohabbat to thi Nasreen se,
Anjane men sab kehdia Mehreen se,
Kia haal hua tha pocho Samreen se,
Ab umeed hai sirf Noreen se,
Lekin baat banegi Sabreen se,
Ya phir dekho Ambreen se,
Nahi to shayed Nosheen se,
Or hosakta hai k Zareen se,
Warna setting to hai hi Farheen se:
Marasi:ap key mkaan ki chaat awaz karti hai iski mramet karwain
malik:yeh to rab ka zikar karti hai
marasi:rub khush rakhey kitey zikar kardey kardey sajda e na kardey
संदेह से देखना तेरी आदत है, पर मेरी यारी भी देख
खामियां मुझ में लाख सही, पर मेरी वफादारी भी देख
यूँ न कर मुझे अलग खुद से, मेरी लाचारी भी देख,
ले झुका तेरे कदमों में , तेरे आगे सब हारा भी देख..!!
Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Kee Ja Sakti;
Khud Ko Itni Bhi Aziyat Nahi Di Ja Sakti;
Jante Hain Ki Yakeen Toot Raha Hai Dil Par;
Phir Bhi Ab Tark Ye Vehshat Nahi Kee Ja Sakti!
fav