Tumhare Paas 5 Wajah Ho Sakti Hain
Mujhe SMS Na Karne Ki
1. Time Nahi
2. Free SMS Nahi
3. Balance Nahi
4. Network Nahi
5. Ya Phir Soye Sher Ko Jagane Ki Himmat Nahi.
Chuhe!
Meray dil mai dhoom jis larki ne mcha “rakhi” hai
Naam us shokh Haseena ka “Allah-rakhi” hai
Main “Allah-rakha” hoon, Wo “Allah-rakhi” hai
Shayad Allah ny wo mere liye hi bana “rakhi” hai
Kehtay hain k “rakhi”hui cheez hi kaam aati hai
Is liye mene”rakhi” se laga”rakhi” hai
Ab Haqiqat to ye batany k liye “rakhi” hai
Ke “rakhi” ne raton ki neend ura “rakhi” hai
Ye kya tumne “rakhi rakhi” laga “rakhi” hai
Kambakht”rakhi” ne to ksi or se laga “rakhi” hai
Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye,
Karni Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye.
Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan,
Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye.
Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy,
Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye.
Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do,
Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye.
Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye
kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye..
तुलसीदास बहुत ज्ञानी थे, वे *आधार कार्ड* के बारे में पहले ही बता गए थे…….. “कलियुग केवल नाम *अधारा।* सुमिर सुमिर नर उतरहिं पारा। अर्थात, कलियुग में *आधार कार्ड* से ही आपकी पहचान होगी। और समुंद्र से पार जाने के लिए पासपोर्ट भी तभी बनेगा जब आपके पास *आधार कार्ड* होगा।:smiley::smiley::smiley::smiley:
Have a refresher.
Dudhwala continuously ringing door-bell.
Lady from inside: Bhaiya kitna dabaoge,
Ab bas bhi karo.
Tumse accha to Paperwala hai
Jo chup chap neeche se daal deta haai;;)