Interested LOVE STORY 1 LADKA
1 LADKi Aik Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The Bad Qismati Se LADKi Mar Gai Marne K Bad LADKi Ne LADKE
Se Kaha: "Ek WADA Tha Tera
Har WADAY K Peeche Tu Milega Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Peeche Par Tu Hi BEWAFA Nikla Ek Tu Hi Na Tha Mere JANAZE K
Peechy ". LADKA BOLA: "Ek WADA Tha Mera Har
WADAY K Peeche, Me Milunga Tujhe Har Gali Har
Darwaze K Peeche, Par Tune mud K Bhi Na Dekha, Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Peeche..
* Ramesh *
Meri Aankhon Pe MartiThi,
Meri Baton
Pe
Hansti Thi.
Najane Kaisa Ladki Thi, Mujhe
Khone Se Darti
Thi
Wo Jab Bhi Baat Karti Thi,
Yehi Har
Baar Kehti
Thi Suno...!
Agar Me Bhool Jaon Toh, Agar
Me
Rooth Jaon
Toh,
Kabhi Wapes Na Aaon Toh, Bhula Pao
Gi Ye
Sab Kuch,
Yonhi Hanste Raho g Kiya?
Yunhi
jeete Raho G kiya?
Yehi Baten Hain Bas Us Ki, Yehi
Yaden
Hain
Bas Us Ki,
Mujhe Maloom Hai Itna, Mujhe Wo
Pyar Karti
Thi,
Mujhe Khone Se DrtiThi
Par Kho Dia.
Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
Ek Budhe Aadmi Ne Socha Ki Meri
Biwi Ko Shayad Sun Na Kam Ho
Gaya Hai
So Check Karne Ke Liye Ek Din Uske
Piche Gaya Aur Bola
Buddha:"Janu, Kya Tum Mujhe Sun
RahiHo?"
Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Thoda Sa Aur Aage Gaya Aur Fir
Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Is Bar Bhi Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Bilkul Uske Kareeb Chala Gaya
Aur Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Budhi Chillate Hue: “bhootni Ke, Ye
Teesri Baar Haan Bol
Do pal
.
Aaj wo mere satha auto me gae par pure raste meri or uski koi bat nahi hui wo mere hi pas thi par mere pas hi bolne ke liye kuchh nahi tha
Auto me ek pal es tha jab mene kuchh bolne ki kosis ki par chup hi reha gaya
.
Wo auto se chali gae or me apni zindgi ke es pal ko
Yaad kar ke apni zindgi ko kosta raha
Or akele me ja kar apne ap ko bolta raha
Ek ladka tha deewaana sa ladki bi thi deewaani na jane kab shuru hui EK ANOKHI PREM KAHANI wo ladka uspe mar mita
wo ladki nhi mani wo bante bante rh gyi
ek anokhi prem kahani wo ladka sochta hi rh gaya
barbad hui sari jawani par us ladki ne NA bolne me kbhi haar nai mani wo ek tarfa pyar tha
ye jaan chuka tha wo
tabhi to shayad us ladki ko
rab maan chuka tha wo wo koshish karta raha
usne har na mani
lekin us ladki ne phir bi uski halat najani
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayeejaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayeejaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
1 LADKA or LADKi
ek Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The
Bad Qismati Se LADKA Mar
Gaya
Marne K Bad LADKE Ne
LADKI Se Kaha:
“Ek WADA Tha Tera Har
WADE K Piche
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Piche
Par Tu Hi BEWAFA Nikli
Ek Tu Hi Na Thi Mere
JANAZE K Pichy.
LADKI BOLI: “Ek WADA Tha
Mera Har WADE
K Peeche,
Me Milungi Tujhe Har Gali
Har Darwaze
K Piche,
Par Tune mud K Bhi Na
Dekha,
Ek Or JANAZA Tha, Tere
JANAZE K Piche..!
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥♥LoVe N-?♥♥
♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
♥" MERA-PYAAR "♥
~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Usse Pyar Hua Jise Hum
Kabhi Paa Na sake,
♥
Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake,
♥
Dil Lagaya Aur Laga-Kar Tod Diya Usne,
♥
Jise Bhulna Chaha Par
Hum Bhula Na Sake,
♥
Apni Kasam Dekar Usne
Hame Majboor Kar Diya,
♥
Muje Khus Rakhne Ke Liye Khud Se Hi Door Kar Diya,
♥
Hamari Chahat Ko Kabhi
Usne Samja Hi Nahi,
♥
Aur Hum The Ki Unke Liye
Apno Ko Hi Chhod Diya..!!
By - OR Dhandha♥♥
1 LADKA or LADKi
ek Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The
Bad Qismati Se LADKA Mar Gaya
Marne K Bad LADKE Ne LADKI Se Kaha:
“Ek WADA Tha Tera
Har WADE K Piche
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Piche
Par Tu Hi BEWAFA Nikli
Ek Tu Hi Na Thi Mere JANAZE K Pichy.
LADKI BOLI:
“Ek WADA Tha Mera Har WADE
K Peeche,
Me Milungi Tujhe Har Gali Har Darwaze K Piche,
Par Tune mud K Bhi Na Dekha,
Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Piche..!
Kuch Khawab Suhane Toot Gaye,
Kuch Yaar Purane Rooth Gaye...!!
Kuch Zakham Lage The Chehre Par,
Kuch Ander Se Hum Toot Gaye...!!
Kuch Hum The Tabiyat Ke Saada,
Kuch Log Begane Loot Gaye...!!
Kuch Apno Ne Badnaam Kiya,
Kuch Ban Afsane Jhoot Gaye...!!
Kuch Apni Shikasta Nao Thi,
Kuch Humse Kinaare Chhoot Gay
Sad story-Ek dal pr ek tota aur ek maina rhte the. Ek din maina ne tote se pucha- Tm mjhe chor to nhi doge?Tota - nhi.Ek din jor se tufan aya aur tote ne maina se kha - tum ud jao. " apna khayal rkhana khkr maina ud gai. Tufan thamne k bad us ped pr ja kr dekha . Tota mr chuka tha aur ek dal pr likha tha" agr vo ek bar bhi ye khati kh mai tumhare bina nhi jaugi to mai tufan ane se phle n mrta"
Ek ladka hai jo kehta hai ki use kabhi kisi se pyaar nhi ho sakt wo pyaar karne walo pe hasta hai wo har pyaar karne walo pe hasta hai
.
.
.
Ek din wo ladka kisi ko nhi dikha sab kehte hai ki ek ladki se wo pyaar karta hai par wo ladki kisi or se pyaar karti hai
.
.
.
Ek din wo ladki aati hai or us ladke kokehti hai tu kya pyaar karne walo pe hasta hai tu bhi kabhi roega
.
.
.
.
Ladka kehta hai ki me kabhi nhi hasa bas logo ko dikhane ke liye yaha chehr banaya hai
Yaad Nahi Woh Din Jab Tumse Baat Hui Thi,
Aur Humare Chehre Pe Muskan Chhayee Thi..
Ab Jo Dur Rehne Lagi Ho Tum,
Gam Ke Sagar Mein Poori Tarah Doob Gaye Hain Hum..
Pata Nahi Kab Humne Akhri Baar Hasa Tha,
Lekin Haan, Humare Dil Mein Bhi Khusiyon Ka Badal Barsa Tha..
Ab Yeh Badal Sirf Gam Barsaate Hain,
Har Pal Humein Rulate Hain..
Aye Jan-e-Man Ehsaan Kar Do Ek…
Humein Kabhi Na Bhulana,
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.
Manzile Bhi Us ki Thi Aur Rasta Bhi Usi Ka
Tha Aik Main Akehla Tha Kafila Bhi Usi Ka Tha.
Saath Saath Chalney ki Such Bhi Us ki Thi
Phir Rasta Badalney ka Feslah Bhi Usi Ka Tha
Aaj Kiun Akehla Hon Dil Sawal Karta Hai
Log To Us Ke The Kiya Khuda Bhi Usi Ka Tha ?
TO KHUDA BOLA--
Use Yaar Banane Ki Galti B Teri Thi..
Us Par Yakin Karne Ka Khyal B Tera Tha...
Use Kyu Gum Hoga Tere Jane Ka.....?
Kyuki Sachha Pyar Uska Nahi,,,,,,
Sachha Pyar To Tera Tha....
STORY: ek 14 saal k ladke ko,
10 saal ki khubsurat ladki ki
Photo raste me mili,
Or us ladke ko ladki se pyar ho gya..
Uska us ladki ke liye pyar
Dhire dhire badhane lga..
Wo us ladki se bahut pyar krne lga..
Lekin wo ladka us ladki ko,
Kabhi nhi paa saka..
Kuch saalo baad..
Uski wife ne wo photo dekha or
Puchha "tumhe ye photo kaha se mila?"
Ladke ne puchha"kyu?"
Ladki ne kaha:
"Mera photo kho gya tha,
Jb me 10 saal ki thi".
SACHA PYAR Kbhi B FAIL NAI HOTA...
Garibi page 2
.
Ladka ghar pe jata hai or bahut hi jada rota hai ladkae ke ghar wale puchhtie hai kya hua par ladka kuchh nhi kehta
.
.
.
.
Ladka. Ladki ko nhi dikhta. Ek din ladki. Ladke ke dost se puchhti hai ki kaha hai apka dost par ladke ka dost kuchh nhi bolta or chala jata hai
.
.
.
.
Ek saal ho jata hai. Ladki college me chali jati hai. Or ladki roj ladke ka eantjar karti par ladka nhi dikhta
.
.
.Ek din ladki
Baki hai
Dooriyon se farak nahi padta,
Baat to ddilon ke nazdikiyon se hoti hai,
Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai,
Warna mulaqat to na jaane roz kitne logon se hoti hai…
Larrki: Ammi main shadi nahi karun gi or
agar zabardasti tum ny meri shadi ki to ghar sy bhag jaun gi
maa rote huwy boli beti mai ne bhag k
tere abba k sath shadi ki
teri khala or behen ny b bhag k shadi ki
tera bhai nokrani k sath
or
tera chacha dhoban k sath bahag gya
teri phopho sabzi waly k sath
or
couzin doodh waly k sath bhag gai
tera bap 2 bar parrosan k sath bhag chuka hai
ab tu b bhag jaye gi to..
.
.
.
.
.
.
Hamari kya izzat reh jaye gi
kuch khayal kar.