• Categories
  • Nice Story SMS   54
  • Maa: Beta Ager Meri Ankhain Kharab Ho jaye to tum kya karo ge? Beta: Maa tumhain sheher le jaon ga wahan ilaaz kerwaon ga. Maa: Ager phir bhi theek na hui tou? Beta: Maa main paisay kharch kerun ga tumhain Bahir mulk le ja ker Ilaaz karwaon ga.. Maa hass padi..!! Beta: Acha Maa ager meri Ankhain kharab ho jayen to tum kya karogi? Maa: Mere Lal, main tujhe apni ankhain de dungi.. No One is better than Mother!! By: "V@ruN"
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Bachapan ka zamana hota tha, khushion ka khajana hota tha, chahat chand ko pakadne ki hoti thi. Dil titli ka dewana hota tha, thak har ke school se aana par khelne bhi jana hota tha, papa ki dant galti par mummy ka manana hota tha. dadi ki kahani hoti thi parion ka fasana hota tha, rone ki wajah na hoti thi, na hasane ka bahana hota tha. Har khel me sathi hote the , Har mausam suhana hota tha. AB NAHI RAHI WOH JINDAGI , AISA BACHAPAN KA ZAMANA HOTA THA. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Gandhi Ji Ki Ek Rishtedar Aurat Ke Bete Par Qatal Ka Ilzam Laga. Aurat Ne Gandhi Ji Se Request Ki Ke Mere Begunah Bete Ko Bacha Lo. Gandhi Ji Ne Muqadma Lada Aur Ladke Ko Bacha Liya Aurat Badi Khush Hui, Par Usne Ek Sawal Kiya. Aurat: “Aaj To Aap Hain Jo Bacha Liya, Kal Jab Aap Nahi Honge To Hum Bekasoor Logo Ko Kon Bachayega?” Gandhi Ji Ne Muskurate Hue Bahut Hi Khubsoorat Jawab Diya “Note Pe Lagi Meri Photo“
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Who. said Alcohol is harmful ??? - 2 Rounds Of Brandy 30 Minutes Before Meal, Helps Digestion. - 1 Glass Of Beer After Waking Up, Helps Activate Internal Organs. - 1 Round Of Scotch Whiskey Before Sleep, Avoids Heart Attacks. - 1 Glass Of Wine Before Bath, Reduces Blood Pressure. - 2 Pegs Of Vodka Before Every Meeting, Helps Quick Decisions. Pass It To All You Care. Kindness Costs Nothing..!!! CHEERS..!!!*bee r*
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Pappu:" Raat ko hostle mein Light jane ke baad candle leke toilet ja raha tha bechara.. . . . . . . . . Koi kambakhat phoonk maar kar keh gaya..!! Happy Birthday To You... Happy Birthday To You... Batao yaar Emergency ke waqt bhi mazak..!!! . . Dost Saale...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • SAD STORY... LADKA aur LADKI car me khamosi se ja rahe the.... LADKA 1 Letter LADKI ko deta hai LADKI Letter Padhne se pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod rahi hu. Achanak ek tez raftar wali car unki car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya, LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola to uske ANKHON se ANSU gir pade. US Letter me likha tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI MAI MAR JAUONGA"
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Pappu apni family k sath jungle merehta tha. Ek din Usy jungle se ek Sheesha mila. sheeshe me usne khud ko dekha to usko laga ke papa ki tasveer hai Wo Usy apne ghar le gaya Or Usse roz baaten krne laga.... Uski Biwi ko shak huwa. Ek din uski gair mojudgi me Usne Sheesha nikala or apna aks dekh kr boli: "Acha to ye hai wo Churail jis se Mera Shohar baaten krta hy". Usne Sheesha apni Saas ko dikhaya to Saas ne kaha: "Koi baat nhi..! Budhi hy, jaldi marrjayegi"
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Hamara bhi tha koi chahne wala. Sanso me apni hame basane wala. Banana chahte the zindagi bhar ke liye unhe apna. Par khuda ko manjur na tha hamara ye sapna.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Ek tooti PREM kahani Fark sirf itna sa hai Uski barat gayi, Iski mayat uthi. Phool us par bhi the, Phool is par bhi the. Mehfil waha bhi thi, Log yaha bhi the. Wo doli pe thi, Yeh janaze pe tha. Unka hasna waha, Inka rona yaha. Saheliya uski bhi thi, Dost iske bhi the. Qazi udhar bhi the, Molvi Idar bhi the. Wo saj k gayi, Ise sajaya gaya. Wo uth k gayi, Ise uthaya gaya. Fark sirf itna sa hai, USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • 7 such Dunia ke! 1.Apki Ankhe apke sharir ka wo hiss hain jinhe aap sabun se nhi dho sakte 2.Aap apne Baal nhi gin sakte 3.Apki Zuban apke saare danto ko nhi chu sakti 4.Sirf bewkuf Log hi pt.3 ko try karenge 5.Aap muskura rhe ho kyuki apki Zuban apke danto ko chu sakti he 6.Aap hans rhe ho kyuki aap bewkuf bn chuke ho 7.Aap ise aage send karoge kyuki Aap maza lena chahte ho dusro ko bewkuf banakar... agar Apne like nhi kiya to aap...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Main Hi Wafa Nibha Na Saka, Tujhe Chaha Mgr Bata Na Saka, Teri Judai Me Subho Sham Roye Bahut, Haan Mgr Tere Samne Anshu Baha Na Saka, Tujhe Chaha Maine Saari Duniya Se Jyada Haan Mgr Teri Dehliz Pe Sar jhuka Na Saka, Upar Wale Ne Likh Di Thi Judai Judai ki Lakir Haath Se Mita Na Saka, Tere Baad Bahut Aayi Khushiyan Mgr Kisi Bhi Khushi Par Muskura Na Saka, Ek Hi Baat Rulati Hai Subho Sham Jisko Chaha Usko Pa Na Saka...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Chhoti si love story..!! Ek dada aur dadi ne Apni jawani ke dino ko fir se yaad kar ke manane ka socha, Un hone faisla kiya ke hum phir darya kinare milenge Dada subha jaldi uth kar tayyar ho ke gulab le kar phoche par dadi nahi aayi.. Dada gusse me ghar pahoch, tum aayi nahi, main intzar karta raha thmara Dadi ne sharma kar kaha maa ne jane nahi diya..!!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Tumhare rah badalne ki baat kis se karoon? Main apne khuwab bikharne ki baat kis se karoon? Abhi wo jaane-e-ghazal door hay nighahon se Abhi main jaan se guzarne ki baat kis se karoon? Abhi tau hijr ki tarikiyan hain dono taraf Abhi main chaand nikalne ki baat kis se karoon? Abhi tau ghamon se nidhaal hain sabhi Abhi main tere bicharne ki baat kis se karoon? Meri judai k gham koi bhi nahi sunta Tumhare baad sulaghne ki baat kis se karoon? BY-OR DHANDHAL
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Story of M.A.T.H.S ... Aaj se 300 saal pehle MATH bohot masoom aur pyara tha. Ek din kuch badmash students ne MATHko bohot mara yahan tak ki Math ki aakhri Sans thi marte marte sab students ko badua de gyi. Aur Ye keh ker is dunia se chala gya k mein to ja raha hoon lekin MATHS M = Meri A = Aatma T = Tumhe H = Hamesha S = Satayegi Aaj bhi math ki aatma bhatak rahi hai aur saare students ko sata rahi hai aur hamesha satati rahegi
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Asuon Ke Chalne Ki Awaz Nehi Hoti Dil Ke Tootne Ki Ahaat Nehin Hoti Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsas To Use Dard Dene Ki Adat Nehin Hoti……
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • rue love ki 8 nishaniya 1: aap unke sms baar baar padhte hai 2: aap unke samne aane se hichkichate hai 3: jab bhi aap unke baare me sochte ho to aapka dil or tezz dhadkta hai 4: aap muskurate hai jab aapunki aawaz sunte hai 6: aap unke liye kuch b kar sakte hai 7: ye post padhte waqt aapke dimag mai unka hi khayal hai 8: Aur aap unko sochne mai itna kho gaye ho ki aapko ye b nahi pata ki POINT NO. 5 missing hai so u r in love
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Khaali Kaaghaz Pe Hurf Sajaaya Karta Tha Tanhaai Main Sheher Basaaya Karta Tha Kaisa Paagal Shakhs Tha Saari Saari Raat Deewaaron Ko Dard Sunaaya Karta Tha Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baaton Par Aur Phir Khud Ko Aap Hansaaya Karta Tha Jalnay Lagti Lahoo Main Judaai Tou Ro Daita Tanhaaion Ki Khaak Uraaya Karta Tha Chehray Say Tera Rog Chupaata Tou Hans Daita Aankhon Main Teri Yaad Manaaya Karta Tha.. Wo koi aur nai mai tha aur meri prem pratigya jo dur ho gai mere se
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • MAA : Beta Ager Meri Ankhain Kharab Ho jaye to tum kya karo ge? Beta : Maa tumhain sheher lejaon ga wahan ilaaj kerwaon ga MAA : Ager phir bhi theek nahui tou?... ... Beta : Maa main paisay kharch kerun ga tumhain Bahir mulk le ja ker IlaaG karwaon ga Maa has padi :) Beta : Acha Maa ager meri Ankhain kharab ho jayen to tum kya karogi? MAA : Mere LaaL main tujhe apni ankhain de dungi .. No One is better than Mother Plz take care of your MOthers Love yOu MAA ♥ ♥ ♥ ♥
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Ek Ladki apne BF k sath Ghoom Rahi thi.. . . . Itne me us ka husband aa gaya aur uske BF Ko pitne ... ... laga.. Ladki- Maar saale Ko Apni biwi ghumaata nahi h, Aur dusro ki biwi gumaane le aata hai... . . . (itne me BF josh me husband ko marne laga) . . . Ladki - Maar saale Ko, na khud ghumaane le jata hai, na kisi aur ko ghumaane deta hai... By-rahul mahato
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS
  • Tum dil ki baatein kya samjho Tum Dil ka lagana kya jano, Tum Aag lagana sikh gaye Tum Aag bujhana kya jano, Ek Baar agr tum rooth gaye Hum tum ko mana hi lenge par Hum tum se kabhi jo rooth gaye Tum hamko manana kya jano, Kuch saath chale kuch chhor gaye Saathi to banate rahte ho Tum saath nibhana kya jano.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Story SMS