Bachapan ka zamana hota tha,
khushion ka khajana hota tha,
chahat chand ko pakadne ki hoti thi.
Dil titli ka dewana hota tha,
thak har ke school se aana par khelne bhi jana hota tha,
papa ki dant galti par
mummy ka manana hota tha.
dadi ki kahani hoti thi
parion ka fasana hota tha,
rone ki wajah na hoti thi,
na hasane ka bahana hota tha.
Har khel me sathi hote the ,
Har mausam suhana hota tha.
AB NAHI RAHI WOH JINDAGI ,
AISA BACHAPAN KA ZAMANA HOTA THA.
Swee2
SAD STORY
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
PLEASE LIKE THIS
¤SHARIQUE¤
Chhoti si love story..!!
Ek dada aur dadi ne
Apni jawani ke dino ko fir se yaad kar ke manane ka socha,
Un hone faisla kiya ke hum phir darya kinare milenge
Dada subha jaldi uth kar tayyar ho ke
gulab le kar phoche par dadi nahi aayi..
Dada gusse me ghar pahoch,
tum aayi nahi, main intzar karta raha thmara
Dadi ne sharma kar kaha
maa ne jane nahi diya..!!
rue love ki 8 nishaniya
1: aap unke sms baar baar padhte hai
2: aap unke samne aane se hichkichate hai
3: jab bhi aap unke baare me sochte ho to
aapka dil or tezz dhadkta hai
4: aap muskurate hai jab aapunki aawaz
sunte hai
6: aap unke liye kuch b kar sakte hai
7: ye post padhte waqt aapke dimag mai
unka hi khayal hai
8: Aur aap unko sochne mai itna kho gaye ho
ki aapko ye b nahi pata ki POINT NO. 5
missing hai
so u r in love
Santa Jab Chota Tha To Hamesha
School Mein Usko Galtiyon Ki Wajah
Se Maar Padti Rahti Thi.
Ek Din Homework Na Karne Ki Wajah
Se Teacher Use Daant Raha Tha.
Teacher: “Sach-Sach Bata Homework
Kyun Nahi Kiya, Nahi To Chaddi Uttar
Ke Maarunga”
Santa Ne Bade Bholepan Se Jawab
Diya.
Santa: “Sir, Jab Galti Meri Hai Fir Aap
Kyu Chaddi Utaroge?“
A 6 Yr Old Boy Was In The Market With His 4 Yr Old Sister. Suddenly The Boy Found That His Sister Was Lagging Behind.
He Stopped And Looked Back. His Sister Was Standing In Front Of A Toy Shop And Was Watching Something With Great Interest.
The Boy Went Back To Her And Asked, “Do You Want Something?” The Sister Pointed At The Doll. The Boy Held Her Hand And Like A Responsible Elder Brother, Gave That Doll To Her. The Sister Was Very Very Happy…
The Shopkeeper Was Watching Everything And Getting Amused To See The Matured Behaviour Of The Boy…
Now The Boy Came To The Counter And Asked The Shopkeeper, “What Is The Cost Of This Doll, Sir? !”
The Shopkeeper Was A Cool Man And Had Experienced The Odds Of Life. So He Asked The Boy With A Lot Of Love & Affection, “Well, What Can You Pay?”
The Boy Took Out All The Shells That He Had Collected From Sea Shore, From His Pocket And Gave Them To The Shopkeeper. The Shopkeeper Took The Shells And Started Counting As If He Were Counting The Currency. Then He Looked At The Boy. The Boy Asked Him Worriedly, “Is It Less?”
The Shopkeeper Said, “No, No… These Are More Than The Cost. So I Will Return The Remaining.” Saying So, He Kept Only 4 Shells With Him And Returned The Remaining.
The Boy, Very Happily Kept Those Shells Back In His Pocket And Went Away With His Sister.
A Servant In That Shop Got Very Surprised Watching All These. He Asked His Master, “Sir ! You Gave Away Such A Costly Doll Just For 4 Shells ???”
The Shopkeeper Said With A Smile, “Well, For Us These Are Mere Shells.
But For That Boy, These Shells Are Very Precious. And At This Age He Does Not Understand What Money Is, But When He Will Grow Up, He Definitely Will. And When He Would Remember That He Purchased A Doll With The Shells Instead Of Money, He Will Remember Me And Think That World Is Full Of Good People.
It Will Help Him Develop A Positive Attitude And He Too In Turn Will Feel Motivated To Be Good.”
Mind Mantra – Whatever Emotion You Infuse Into The World, It Will Further Spread. If You Do Good, Goodness Will Spread. If You Do Bad, Negativity Will Spread.
Realize You Are A Very Powerful Source Of Energy.
Your Good Or Bad Will Come Back To You Magnified. Not In The Ways You Want It, And Probably Not In The Ways You Can Understand It. But It Will Come Back.
Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai
Uski barat gayi,
Iski mayat uthi.
Phool us par bhi the,
Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi,
Log yaha bhi the.
Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha.
Unka hasna waha,
Inka rona yaha.
Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the.
Qazi udhar bhi the,
Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi,
Ise sajaya gaya.
Wo uth k gayi,
Ise uthaya gaya.
Fark sirf itna sa hai,
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA
Suraj chand sitare sab mujhse jalte hen
sagar badal barsat mujhse ye kehete hen tu kise chahta he, tu kese jita he, tu kitna rota he, q itna pitahe, usse yaad karta he,kya hua he tera , bas itna to bota k wo koun he jispe tu marta hei, aur hame bhul k haste haste pagal bana phirta hei.l
SAD STORY...
LADKA aur LADKI car me khamosi
se
ja rahe the....
LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne
se
pehle hi LADKE ko kheti hai
ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai
tumhe chhod
rahi hu.
Achanak ek tez raftar wali car
unki
car se takra gai LADKA usi waqt
mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne
wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.
US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD
DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
Girls College me Strike ho gayi,
.
.
.
.
.
Sabhi girls Naare Laga rahi hai...
Boys bhi pichhe khade reh kar Girls
ka saath de
rahe the..
.
.
.
.
.
Girls Naare lagate huye.."HAMARI
MAANGE"
.
.
.
.
Piche se Awaaz Aayi,
"SINDUR SE BHARO"
"SINDUR SE BHARO...."
rahul mahato
..Must read..
Pappu ki master se hui ladai
.
.
.
.
Master ne ki Pappu ki dhulai
.
.
.
.
Pappu ka garam hua khoon
.
.
.
.
Gaya kabristan ar kabar pe master ke
photo tang k likh diya
.
.
.
.
COMING SOON
by rahul mahato
teri is duniya me yeh manzar kiyon hai...kahi jakham to kahi peeth me khanzar kiyon hai.,suna hai ki to har jarre me rahta hai...phir jameen par kahi masjid to kahi mandir kiyon hai...jab rahne waale is duniya ke hi hain tere bande....to phir koi kisi ka dosht aur koi kisi ka dushman kiyon hai,. to hi likhta hai sabki takdeere.....to phir koi badnasib aur ko mukaddar ka sikandar kiyon hai.. like to banta hai na boss..?