देख पगली :woman: ACCiDEnt :children_crossing: तो होते रहते है लोग फिर भी गाड़ी :red_car: चलाना नहीं छोड़ते, वैसे ही BrEAkUp :broken_heart: होते रहते है प्यार :couplekiss: करना नहीं छोड़ते..
Aajkal jisko dekho
photo khichane ke
chakkar me pareshan hai...
Ek din ek ladki apne frnd ka photo khinch rahi thi...
Tabhi ek ladka aaya chumma leke chala gaya.
Ladki photo khinchane ke baad apni
dost se puchti hai
kisi ne mujhe kiss kiya?
Kaisa jawana aa gaya hai?
Aaj kiss huaa hai
kal kya hoga is jawane ka??
Aasman ki kali ghata chai hai.Aaj phir v princpal se mar khai hai.sab kehete hai beta sudhar ja par mera galti nehin hai.madam aaj v katrina kaif banke aai hai.
koi chez be-wafai se badh kar kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se badh kar kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PADHAI se badh kar kia hogi:-)
Papu ne ek ladki ko propose kiya through msg ..
.
Ladki ne 2din mein us papu se shaadi karli...!
yeh sochkar ki koi itna saara pyaar kaise kar sakta hai..!
.
socho papu ne kya kaha hoga??
.
.
.
.
.
I love u utna,
ENGINEERING ka syllabus hai jitna...!