Ek ladki ki shirt par car bani thi
Ek bachcha us shirt par bani car ko dekh raha tha
us ladki ne bacche se kaha ki kabhi car nahi dekhi kya
phir us bacche ne kaha car to dekhi hai
par ase speed breaker nahi DEKHE..!!
Dhadkan bina dil ka matlab hi kya
roshani bina diye ka matlab hi kya
kyu kehte hai log ki mohabbat na kar dard milta hai
wo kya jane ki dard bina mohabbat ka matlab hi kya…
:heart_eyes:सुन पगली ज़िंदगी हैं छोटी# लेकिन Life में Traffic:vertical_traffic_light:बहुत हैं बस तू आज दे दे प्यार का Green Signal, :white_check_mark: और में तुम्हें ले चलो इश्क़ की :couplekiss:. Long Drive पे..:kissing_heart:
Ladki Se Nasha Hota H,
Nashe Se Jannon.
Jannon Se Mehnat,
Mehnat Se Padhayi.
Padhayi Se Carrier Banta H,
Isliye Successful Hone K Liye,
Ladki Patana Jarrori H,
Padhayi Nhi Mere Bhai.
Papu ne ek ladki ko propose kiya through msg ..
.
Ladki ne 2din mein us papu se shaadi karli...!
yeh sochkar ki koi itna saara pyaar kaise kar sakta hai..!
.
socho papu ne kya kaha hoga??
.
.
.
.
.
I love u utna,
ENGINEERING ka syllabus hai jitna...!
Ek Pehchan Hazaro Rishte Bana Deti Hai.
Ek Muskaan Hazaro Ghum Bhula Deti Hai
Zindgi Ke Safar Me Sambhal Kar Chalna Mere Dosto
Ek Galatfahmi Hazaro Sapne Jala Deti Hai..!!
Ayi jab clg life ki yaad to ansu nikal gye,
Dil ke karib aakr wo hmse bichad gye,
Ek mod pr mile the saare Ajnabi,
Pata bhi nhi lga kb raaste bikhar gye.
By-susil