Apne hatho se apna sab ku6 luta diya mene
dosto apna pyar khud hi 6od diya mene
log kahete he pagal he bewafa he mujko dard b nahi hota
kese kahu unki zindgi sawarne k liye khud ko tabah kiya mene
Tum Mujhe Jehar Bhara Jaam Bhada Dete Ho,
Tum Meri Talik-Ay-Paigam Badha Dete Ho,
Kitch Lete Ho Ragho Se Jo Lahoo Ke Katre,
Aur Kuch Surkhi-Aye-Anjaam Badha Dete Ho.
Hum To Samjhe The ke Zakham Hai
Bhar Jayega...
Kya khabar Thi Ke Rog Dil Mai Utar
jayega.....
Theek Likha Tha Mere Hath Ki
Lakeeron
Me.....
Tu Agar Pyar Karega To Bikhar
Jayega....
Ashqon Se Nahi Bujhte Shole Dard-E-Pyaar Ke,
Maut Bhali Aise Itne Lambe Intezaar Se,
Marte Hai Roz Ham Bina Dedar-E-Yaar Ke,
Tanhai Acche Thi Uss Bewafa Ke Pyaar Se.
Fareb Tha Hasi Mein Hum Aashiqi Samajh Baithe,
Maut Ko Bhi Apni Hum Zindagi Samajh Baihe,
Waqt Kar Raha Tha Mazak Ya Thi Ye Badnasibi Meri,
Unki Do Baato Ko Ham Apni Chahat Samaj Bathe.
Chand Ko Zameen Par Lane Ki Zidd Thi,
Humko Unn Ko Apna Banane Ki Zidd Thi,
Ye To Acha Hua Wo Bewafa Ho Gaye ,
Warna Unn Ko Pane Ke Liye Zamane Ko Jalane Ki Zid Thi.
Zindagi Me Bahut Baar Aisa Waqt Aayega,
Jab Aapka Chahne Wali Hi Aapko Rulayegi,
Magar Vishwas Rakhna Uski Wafa Pe,
Akele Me Wo Aapse Jyada Aansu Bahayegi.
Khud Se Pyar Humne Kabhi Kiya Na Tha,
Aapke Siwa Kisi Or Ko Ye Haq Diya Na Tha,
Musqilo Mein Aaj Aapne Ristha Hi Tod Diya,
Roshni Ka Khwab Dhika Kar Andhere Mein Hi Chod Diya.
सारी चोटेँ मुहब्बत की सम्हालने मेँ,
मैँ इक रक़ीब के पहलू मरहम छोड़ आया हूँ,
देखता हूँ कब आयेगा मुहब्बत का सावन,
किसी की आँखोँ मेँ चाहत का मौसम छोड़ आया हूँ,
इंतज़ार है तो बस उसके लबोँ के खुलने का,
मैँ उसकी साँसोँ मेँ अपनी सरगम छोड़ आया हूँ,
मुझे तो आदत है बेरुख़ी के साथ जीने की,
उसके नसीब मेँ मैँ सारी महरम छोड़ आया हूँ.
Apni Ankho Ke Samunder Mein Utar Jaane De,
Tera Mujrim Hoon Mujhe Doob Ke Mar Jaane De,
Zakham Kitne Teri Chahat Se Mile Hai Mujhko,
Sochta Hoon Kahu Tujhse Magar Jaane De.
Aaj Hum Bichade Hai To Kitne Rangile Ho Gaye,
Meri Aankhen Surkh Tere Hath Pile Ho Gaye.
Kab Ki Pathar Ho Chuki Thi Muntazir Aankhe Magar,
Chu Ke Dekha To Mere Hath Gile Ho Gaye.
Tum Raho Hum Se Door To Ik Kaam Kar Jana,
Kuch Pal Apne Hamare Naam Kar Jana,
Agar Aa Jaye Maut Hamein Tere Aane Se Pehle,
To Aa Kar Mere Janaze Ka Ehteraam Kar Jana,
Na Rona Iss Qadar Ke Takleef Ho Hamein,
Maut Ko Bhi Mazak Samajh Kar Anjaan Ban Jana,
Main Ek Din Soo Jaunga Sada Ke Liye,
Phir Mujhe Bewafa Keh Ke Badnaam Kar Jana.
Ek Dil Mere Dil Ko Gehra Jakhm De Gaya,
Zindagi Bhar Jeene Ki Wo Kasam De Gaya,
Lakho Phoolon Me Se Ek Phool Chuna Humne,
Jo Kaanto Se Gehri Hume Chubhan De Gaya.
Suna hai wo keh kar gaye hai ke ab to hum,
Sirf tumhare khuwaboon main hi aayenge,
Koi keh day unse k wo wada kar lay,
Hum Zindgi bher k liye soo jayenge
Khan
Teri Bewafaai Mein Dil Bekaraar
Hina Karoon, Tu Hukm De To
Tera Intezaar Hi Na Karoon, Tu
Bewafa Hai To Kuch Iss Kadar
Bewafaai Kar, Ke Tere Baad Main
Kisi Aur Se Pyaar Hi Na Karoon.