Jb Zindagi Samajh Aayi To Zindgi Se Dur The Hum.
Marna To Chaha Par Jine Ko Majboor The Hum.
Har Saja Humne Kabul Ki Sir Jhuka Kar.
Kasur Sirf Itna Tha Ke Bekasur The Hum.
Bewafa Tum Nahi Bewafa Hum Nahi
Bewafa Tou Yeh Zamana Hai
Wafa Ka Daman Na Chorna Tum
Abhi To Zindagi Ne B Azmana Hai
Duniya Ki Bato Nai Na Ana Tum
Is Ka Kam Hi Dil Jalana Hai
Sub Jante Hai Ye Log Ke
Teri Meri Muhabbat Ka Qisa Purana Hai
Jo Khuwab Duniya Cheen Le
In Khawbo Ko Nahi Apna Hai
Jo Hum Tum Ne Wada Tha Kiya
Use Ta_Qiyamat Nibhana Hai
Jabse Bewafa Woh Meri Jaan Ho Gayi
Har Dhadkan Mere Dil Ki Preshaan Ho
Gayi
Woh Jabse Gaye Mujhse Haath
Chhuda kar
Meri Hasin Raahein Bhi Veeran Ho
Gayi.
खुद को कुछ इस तरह तबाह किया,
इश्क़ किया क्या ख़ूबसूरत गुनाह किया.
जब मुहब्बत में न थे तब खुश थे हम,
दिल का सौदा किया बेवजह ह किया.
वो बेवफाई करके गम दे गयी,
हम करते रहे वफ़ा खुद से दगा किया,
भुलायेंगे हम भी उसको सोच लिया है,
मोहब्बत में शायद पहला सही फैसला किया.
Mila Ke Nazar, Nazar Loot Lenge,
Yeh Bewafa Jalwe Jigar Loot Lenge,
Hasino Pe Hargiz Bharosa Mat Karna Dost,
Maa Kasam Ghar Ke Sukoon-E-Chain Loot Lenge.
Salook Usne Mujhse Kisi Cigrate Jaisa Kiya,
Pehle Jalaya Phir Piyaa Paon Rakha Aur Bujha Diya,
Bas Talab Thi Meri Kuchh Waqt Ke Liye,
Pehle Lagaya Hothon Se Aor Phir Dhuwen Ko Udda Diya..!!!
Teri Wafa Wafa Hai?
Kya Meri Mohabbat, Kuch Bhi Nahi?
Tera Dard, Dard Thehra,
Kya Mera Zakham Kuch Bhi Nahi?
Tumhari Baat, Pathar Pe Lakeer,
Kya Meri Ilteja Kuch Bhi Nahi?
Tujh Mein Anna, Samandr Jesi,
Kya Mera Maan Kuch Bhi Nahi?
Tera Gham, Gham Hua.
Kya Mere Aansu Kuch Bhi Nahi?
Tera Wajood Sab Kuch Hai,
Or Kya Meri Hasti Kuch Bhi Nahi?
Tu Kahi Bhi Rahe Tujh Par Ye Ilzaam To Hai,
Tere Haathon Ki Lakiron Mein Mera Naam To Hai,
Tu Mujhe Apna Maan Ya Na Maan,
Tu Zamane Bhar Mein Mere Naam Se Badnaam To Hai.
Mohabbat Mein Barbaad Hone Ka Maja Aur H.
Mohabbat Mein Gumnam Hone Ka Maja Aur H,
Wo Kya Samjhenge Dil Ka Gane Ka Maja Kya H,
Mohabbat Mein Shamshan Jane Ka Maja Aur Hi H.
Ye Mere Hatheli Pe Khoon Kaisa Hai..
Hum Ne To Abhi Abhi Apne Ansoo Se Haath Dhoya Hai..
Shayed Ye Mere Armaano Ka Khoon Hoga..
Jo Mere Bewafa Sanam Ne Mujhe Tohfe Me Diya Hai..!
Bewafa Hai Dunia Kisi
Ka Aitbaar Na Karo,
Har Pal Dete Hai Dhoka
Kisi Se Pyarna Karo, Mit
Jao Beshaq Tanha Ji Kar,
Par Kisi Ke Sath Ka
Intzaar Na Karo.
Wo shayri hi kya jisme dard na ho,
Aur dard bina mohabbat ke kabhi milta nahi...
Wo prem kahani hi kya jo poori ho jaaye,
Bina adhuri kahani ke itihaas kabhi banta nahi...
Agar na marte laila-majnu, heer-ranjha to kya,
Hum ek naya itihaas banayenge...
Na ki ho jisne mohabbat kabhi,
Mere dil ki baat wo samajh sakta nahi...
Jana Tha Humse Door, Bahane Bana Liye,
Tumne Na Jane, Kitni Door Thikane Bana Liye,
Judai Ke Waqt Jo Aansu Tumne Hume Diye,
Unn Aansuo Ke Humne Fsane Bana Liye.
Kash Tum Bhi Koi Aisa Kaam Kar Do,
Meri Har Hasrat Har Arzoo Ko Faana Kar Do,
Ya To Tum Bhi Seekh Lo Wafao Ko,
Ya To Mujhe Bhi Apni Tarah Bewafa Kar Do.