Meri Wafa’o Ne Tujhe Bewafa Bana Diya,
Na-Jaane Kyu Tumne Mujhe Bhula Diya,
Wafa Na Ki Hoti To Iss Saja Ke Haqdar Na Hote,
Kal Raat Teri Yaado Ne Mujhe Fir Se Rula Diya.
Abhinav lonely
Tum se Bohut Kuch ♥
Kehna Hai Magar !!♥
♥ Kabhi Tum Nahi Milte
... Kabhi Alfaz Nahi Milte !! ♥
♥ Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein
Ek Pal Mein Magar !! ♥ ♥
Kabhi Kadam Nahi Chalte
Tu Kabhi Raste Nahi Milte !! ♥
♥ Tumhen Pana Chahta Hoon
Umar Bhar Ke Liye Magar !! ♥
♥ Kabhi Halat Nahi Milte
Tu Kabhi Jazbat Nahi Milte
Muhje to lot ana tha mgar awaz to
dety..
Na itni door jana tha mgar awaz to
dety..
Tmy shayad khabar na thi mujhe
tum jan se pyary ho..
Agrchay aazmana tha mgar awaz to
dety..
Tmhara dil behlta tha meri bekar
baton se.
Ye qissa to purana tha mgar awaz
to dety..
Gilay shikway hazaron the mgar dil
men “muhabbat” thi
“Muhabbat”ko bachana tha mgar
awaz to dety….
Aur Koi Gham Nahi Ek Teri Judai Ke Siwa,
Mere Hisse Me Kya Aaya Tanhai Ke Siwa,
Yu To Milan Ki Rate Mili Beshumar,
Pyar Me Sab Kuch Mila Sehnai Ke Siwa.
Tumhe’n Chahne Ki Saza Hamne Paayi,
Tumse Dil Lagane Ki Daga Hamne Khayi,
Agar Karni Thi Humse Yun Hi Bewafai,
To Fir Kyun Iss Dil Mein Apni Jagah Banayi.
Pathar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti,
Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti,
Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech,
Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti.
Khuda Kare Ek Bhi Haseena Na Rahe Is Jahaan Mein
Ek Aaj Mare Ek Kal Mare, Mela Lage Shamshaan Mein
Ravivaar Ka Din Ho Kafan Na Mile Bazaar Mein
Barish Ka Mausam Ho Aag Bhi Na Lage Shamshaan Mein
Itni Bedardi Se Dil Ko Mere Voh Tod Degi
Yeh Maloom Na Tha Mujhe Akela Voh Chhor Degi
Aey Mere Masoom Dil Tu Tanhai Se Pyar Kar Le
Bewafa Bhi Ab Wafa Ka Saath Chhor Degi
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se,
Bewafai Mili Sirf Wafa Ke Naam Se,
Zakhm He Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se,
Asman Bhi Ro Para Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
Kisi ne hmse pucha cigarette kya h,
log ise kyo pite h,
kya ye pyaas bujhati h,
palatkar hmne kaha dil me ek bewafa ki tasvir h,
ye dhire-dhire use jalati hai,
Huyi Toh Hai Yeh Khata Humse Bahut Bhari Sanam,
Na Chahte Huye Bhi Hum Aapse Pyar Kar Baithe,
Roka Tha Humein Sab Ne Ki Na Kar Tu Sagar,
Na Jaane Fir Bhi Kyu Tera Aitbaar Kar Baithe….
Kitni Aasani Se Wo Thukra Gaye Mujhe,
Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Mujhe,
Kaisa Hai Ye Pyaar, Kaisa Ye Fareb Tha,
Manzil Dekha Ke Jo Raah Se Bhatka Gaye Mujhe.
Iss Dil Se Wo Door Jate Bhi Nahi,
Hakeekat Me Wo Hame Chahte Bhi Nahi,
Auro Ke Liye Wo Rote Rehte Hain Raat Bhar,
Hamare Liye To Woh Muskurate Bhi Nahi.
Log Kahte Hain
Dhokha Dena To Dushmano Ka Kaam Hai
Sirf Dost Hi Asa Hain Jo
Dhokha Nahi Dete
Lekin Main Samajhti Hoon
Dhokha Khana Hamari Niyati Ban Chuki Hai
Chahe Vo Dushmano Ne Diye Ho Ya Dosto Ne
Dhokha Dono Hi Dete Hain
Dosto Aur Dushmano Me Farq Bas Itna Hi Hai
Dushman Har Baat Pe Dohkha Dete Hain
Par Log Kahte Haindost Achche Hote Hain
Isiliye Vo Sirf Vaqt Par Hi Dhokha Dete Hain