• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Tu Kabhi Bewafa Hogi Socha Hi Na Tha, Tu Bhi Kabhi Khafa Hogi Socha Hi Na Tha, Jo Ghazal Likhi The Kabhi Pyaar Par Tere, Wahi Ghazal Ruswa Honge Socha Hi Na Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • हर आग बुझ जाती है बरसात में दिल की आग न बुझ सकी
    आँसू का पानी गिरता रहा देखो फिर भी ये जलती रही:disappointed:
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Deewana Wahi Hota H Jise Gam Nahi Hota, Dard Chahe Jitna De Koi, Dil Se Pyar Kam Nahi Hota, Yu To Bhar Aate H Aankho Se Aansu Kabhi Kabhi, Magar Aashiq Kabhi Sare-Aam Nahi Rota.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Nahi Hai Woh Yeh Janta Hu Main, Woh Bhi Chahte Hai Mujhe Yeh Janta Hu Main, Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hu Main, Unki Badli Hui Najrein Ko Pehchanta Hu Main.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard-E-Dil Me pr uska ehsas nhi hota , R ota hai dil jb wo pas nhi hota Brbad ho gye hm unki muhabbat mai, Aur wo kehte hai is tarha pyar nhi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mujhe Uske Pehlu Mein Ashiyana Na Mila, Uski Zulfo Ki Chaon Mein Kahi Thikana Na Mila, Keh Diya Usne Mujhko Hi Bewafa, Jab Chodne Ka Mujhe Koi Bahana Na Mila.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bhulne Ke Tujhe Najane Kitne Waade Karte Hai, Kaise Bhulaye Tujhe Ye Sochkar Tujhe Yaad Karte Hai, Jab Bhi Hota H Zikar Jamaane Mein Pyar Aur Wafa Ka, To Tumhe Bewafa Ke Bahane Se Yaad Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dam-e-subah bazm-e-khush jahan shab-e-gam se kam na thi meharaban ki chirag tha so to dud tha jo patang tha so gubar tha dil-e-khasta jo lahu ho gaya to bhala hua ki kahan talak kabhi soz-e-sina se daag tha kabhu dard-o-gam se figar tha dil-e-muzatarib se guzar gai shab-e-wasl apni hi fikr mein na dimag tha na farag tha na shakeb tha na qarar tha ye tumhari in dinon dostan mizhgan jis ki gham mein hai khun-chakan wahi aafat-e-dil-e-ashiqan kisu waqt hum se bhi yar tha kabhu jayegi udhar saba to ye kahiyo us se ki bewafa magar ek “meer”-e-shikasta-pa tere bag-e-taza mein khar tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Jo Tune Diya Wo Gehra Diya, Karke Wadda Tune Humko Bhula Diya, Zakham Dene Wale Tera Bhi Sukriya, Jo Zindagi Ka Tune Matlab Sikha Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tum Kyun Bane The Iss Dil Ka Sahara, Ab Kaha Hai Wo Pyar Tumhara, Kis Ko Tha Naaz Apni Adaaon Pe, Har Ghadi Kis Ne Kiya Wafa Se Kinara.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Wo Apne Ho Kar Bhi Hame Begane Lage, Mano Hawa Ke Thande Jhoke Hame Jalane Lage, Ek Aah Par Meri Girte The Jinke Hazaro Aansu, Aaj Wo Hi Mujhe Rota Dekh Muskurane Lage.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jane Lage Jab Wo Chod Kar Daman Mera, To Tute Dil Ne Himakat Kar Di, Socha Tha Chupa Lenge Gam Apna, Par Kambakt Inn Aankho Ne Hi Bahagwat Kar Di.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • @@ gumnaam shayari@@ Har dua meri tere naam hoyi Har sza teri mere naam hoyi Bewfa ne aisa julm kita Mohbbat v meri badnaam hoyi ...Har jakham tera, dil sahnda gya Dukh kalam de rahi kahnda gya Likhi yaad teri vich sajna jo , Oh shayari v gumnaam hoyi Inj wfa meri badnaam hoyi....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aur Koi Gham Nahi Ek Teri Judai Ke Siwa, Mere Hisse Me Kya Aaya Tanhai Ke Siwa, Yu To Milan Ki Rate Mili Beshumar, Pyar Me Sab Kuch Mila Sehnai Ke Siwa.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hazaro Rahe Mood Kar Dekhi Kahi Se Koi Sada Na Aayi, Badhi Wafa Se Nibhai Tumne Humari Thodi Si Bewafai, Jaha Se Tum Mod Mood Gaye The, Ye Mod Ab Bhi Yahi Pade Hai, Hum Apne Pairon Mein Jane Kitne Bhawar Lapete Hue Khade Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maine Uske Kadmo Me Apni Jaan Rakhdi… Ae Dost Par Manga Jab Us Se Apna Hi Dil To Usne Kaha.. Choti C Chiz Hi To Thi Na Jane Kaha Rakhdi.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pahli Mohabbat Mein Khata Kar Raha Hoon Kisi Bewafa Se Wafa Kar Raha Hoon Woh Thukraaye To Kya Hua Mere Khuda Tu Hi Mila De Duaa Kar Raha Hoon
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apni bebasi par aaj rona aya Dusron ko nahi main ne apno ko aazmaya Har dost ki tanhai dur ki Lekin khudh ko har morh par tanha paya…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Hanste Hai Toh Hanse Do Tanhai Pe Meri, Hum Ne Khud Apni Wafaon Ki Saza Paaye Hai, Yeh Ghalat Hai Ki Main Tanha Hoon Bichad Kar Tujh Se, Dekh Le Aake Mere Sang Gham E Tanhai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS