• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Kitne Nadaan Thy Toufan Ko Kinara Samjha Kitne Bejan Saharon Ko Sahara Samjha Kitnay Anjaan Thy Wo Log Jo Sahil Pe Thy Hamain Doobta Dekha Or Nazara Samjha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uska Khayal Ab Na Mere Dil Me Ayega, Wo Bhi To Kuch Dino Me Mujhe Bhool Jayega, Royega Wo Karke Yaad Meri Wafaon Ko, Wo Shaqs Jab Kisi Aur Se Dil Lagayega.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Jiski Hasi Par Hum Sab Lutate Chale Gaye, Wo Muskurate Rahe Hum Khud Ko Mitate Chale Gaye, Jisko Malum Na The Maine Pyar Ke, Usse Hi Hum Dil Lagate Chale Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Wo Apne Ho Kar Bhi Hame Begane Lage, Mano Hawa Ke Thande Jhoke Hame Jalane Lage, Ek Aah Par Meri Girte The Jinke Hazaro Aansu, Aaj Wo Hi Mujhe Rota Dekh Muskurane Lage.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti, Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Ruswayi Na Hoti, Kaash Unke Dil Mein Zara Si Jo Wafa Hoti, To Iss Tarah Mere Sath Aaj Bewafai Na Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Na Dard-e-Bewafai Ka Gila Nhin Krty Muqdar Me Jo Na Hon Wo Mila Nhi Krty Mat Dekh Kisi Ko Nigah-e-Hsrat Se Wafadar Log Kisi Ki Nazron Se Gira Nhi Krte
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS