• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Kehte Hai Gam Baatne Se Hota Hai Kam, Aisa Hi Kabhi Pele Maante The Hum, Tere Pyar Ki Nishani Tera Gam Hi To Hai Mere Paas, Wo Bhi Baatdu To Rahega Kya Mere Paas, Sochta Hoon In Sagar Ki Lehro Ko Dekh Kar, Kyon Yeh Kinaro Se Takra Kar Palat Jati Hai, Karti Hai Vo Kinare Se Bewafai Ya Fir Sagar Se Wafa Nibhati Hai…!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar, Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar, Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab, Chod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh kehte hai mujhe bewafa ho tum mujhe mili zindagi main woh saja ho tum halat se majboor aur waqt se bebas teh hum is liye aaj khusiyon se kusu dur hai hum…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Tod Diya Mera, Ab Chitti Bhi Jala Dena, Kafan Na Mile To Apna Duppata Udha Dena, Koi Puche Ki Rog Kya Tha, To Najre Jhuka Kar Mohabbat Bata Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Wafa Ke Qabil Nahi Ho Tum, Pyaar Mile Aise Insaan Nahi Ho Tum, Dil Kya Tum Par Aitbaar Karega , Pyaar Me Dhoka Diya Aise Bewafa Ho Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Sabhi Halaat Mujhe Kehne Do, Behte Hai Ashq To Inhe Behne Do, Bewafai Shamil Na Kare, Wafa Ki Rah Mein, Kam Se Kam Wafa Ko To Wafa Hi Rehne Do.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Mein Koi Mausam Pyara Na Hua, Dil Hua Pyasa To Pani Se Gujara Na Hua, Dekho Jara Koi Bebasi Humari, Hum Uske Ho Gaye Jo Humara Na Hua.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aao Kisi Sham Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho, Meri Rago Main Zehar Judai Ka Utarta Dekho, Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se, Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mein Sisakta Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tere Sehar Teri Soch Se Nikal Jaunga, Kisi Udhas Sham Mein Dhal Jaunga, Tu Jo Mukhar Gaya Hai Har Baat Se Apni, Dekh Lena Ek Din Main Bhi Badal Jaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai ki kya dava hai yaroo! Kush kismati uski jiski Mayyath nikli mehboob ki gali se…. Bathkismathi uski jiski Mehboob ki baraath nikli uski gali se…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye The, Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aaye The. Kis Baat Ki Saza Dee Tune Ham Ko, Bewafa Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbt to esi ki hamne ki kai dil bi tut gye, us bewafa ko apna bnaya to hamdil bi chod gye, gawah bani thi sari kayanat pr aaj wo bi chod gye, ab kisko bya kre haale dil ka imthaan gair to ham sbse ho gye the aaj khud se bi majbur ho gye........@skv
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ko Manana Aggar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo To Deewani Thi, Mujhe Tanha Chod Gayi, Khud Na Rook Saki Apna Saya Chod Gayi, Gum Na Sahi Dil Iss Baat Par Dukha H, Ki Hoton Se Karke Wadda Dil Se Tod Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pathar Ki Yeh Duniya Jazbaat Nahi Samajhti, Dil Me Hai Jo Woh Baat Nahi Samajhti, Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech, Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Suna Hai Wo Jate Hue Keh Gaye, Ke Ab To Hum Sirf Tumare Khwabo Me Ayenge, Koi Keh De Unse Ke Wo Wada Kar Lee, Hum Jindagi Bhar Ke Liye So Jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mat Zikar Kijye Meri Adaa K Baaray Mai, Main Buhat Kuch Janta Hoon Wafa K Baaray Mai, Suna Hai Woh Bhi Mohabbat Ka Shoq Rakhte Hain, Jo Jante Hi Nahi Wafa K Baaray Mai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS