Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain
Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai
Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah
Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai
Kaha Tha Mat Kar Itni Mohabbat,
Aye Dil Pyar Ka Dard Tu Seh Nahi Payega,
Toot Jayega Kisi Apne Ke Haaton Se,
Kis Ne Tooda Yeh Kisi Se Keh Bhi Nahi Payega.
Vishwas Ban Ke Log Zindagi Me Aa Jaate Hai,
Khawab Ban Ke Aankho Me Bas Jaate Hai,
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
Fir Na Jaane Kyu Bich Zindagi Mein Badal Jaate Hai.
हमें अपने प्यार पर बहूत गुमाँ था,
जिसे हमने प्यार किया अजब इंसा था.
आया दौर जब बनवाई का हमपर,
जो हमनफ़स था वो भी जुदा जुदा था.
अजनबी हो गया जो आशना था कभी,
ऐ ख़ुदा मेरी तकदीर में ये क्या लिख्खा था.
कब्र भी न सुखी थी अब तलक मेरी,
उसने अपना आशियाना फूलों से सजा रख्खा था.
वो आई थी कब्र पर मेरी, अपनी माँग भरकर,
मगर सिंदूर पर नाम किसी और का लिख्खा था.
Karam Kar Do Ya Sitam Kar Do
Hum Tum Se Gila Nahi Karty
Khiza Main Phool Khila Nahi Karty
Mila Do Khak Main Lekin Yaad Rahy
Hum Jesy Log Dobara Mila Nahi Karty
Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi..
Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi…
Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k…
Meri kisi saada par woh thehra he nahi…
khuda se jholi pehla kay manga tha usay …
Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi…
Har aik se pucha sabab us kay na milne ka …
Har eik ne kaha woh tere liye bana hi nahi…!!!
Mujhko Udaas dekh kar, Zamane ne yehSaawal kia
Woh kon Hai zalim, Jisne tera yeh haal kia
Maine kaha woh mohabbat hai, jo meri unke sath hai
woh nikli bewafa bus itni si baat hai.
True love always hurts.....
Accha Hua Jo Maloom Ho Gaya,
Ki Apno Ki Mohabbat Ab Mohabbat Nahi Rahi,
Warna Hum To Apna Ghar Bhi Chod Rahe The,
Unke Dil Mein Apna Ghar Banane Ke Liye.
Jise Maine Mohabbat Ki Wo Mohabbat Thi Kisi Aur Ki,
Dhadkan Mere Dil Ki Aur Sansein Kisi Aur Ki,
Badal Gayi Ye Dunia Wo Dunia Hi Kuch Aur Thi,
Wo Bas Ek Sapna Tha Mera Haqiqat Thi Kisi Aur Ki.
Bhula Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat,
To Bhula Ke Tujhko Sambhlna Mujhe Bhi Aata Hai,
Nahi Hai Meri Fitrat Main Ye Aadat,
Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai.
Samjhate Hai Wo Ki Pathar Hoom Main,
Unko Thokar Maar Jaunga,
Oh Bewafa Ek Baar Tu Keh De Nafrat Hai Mujhse,
Teri Kasam Pathar To Kya,
Phool Banker Bhi Teri Raah Mein Nahi Aaunga.
Ye Zakham Mere Paas Tere Pyar Ki Nishani H,
Bhool Kar Bhi In Par Na Marham Lagana Tum,
Jab Kabhi Tum Tanha Ho Aur Meri Yaad Satati Ho,
Bewafa Hoon Main Yahi Apne Dil Ko Samjhana Tum.
Dil Ke Kareeb Aa Kar Jab Wo Door Ho Gaye
Saarey Haseen Khuwab Mere Choor Ho Gaye
Hum Ne Wafa Nibhai To Badnamiyan Milien
Wo Ho K Bewafa B Mashhoor Ho Gaye