• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Dost To Sath Sath Chalte Hain Raastey Bewafa Log Badaltey Hain Uska Chehra Hai Jab Se Meri Ankhoon Main Na Jane Kyon Log Meri Ankhoon Se Jaltey Hain
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jab Wo Hanste H To Raha Nahi Jata, Jab Wo Rote H To Saha Nahi Jata, Jee Chatha H Gale Se Laga Lu, Jab Wo Pass Hote H To Kuch Kaha Nahi Jata.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tu Kahe Jo Bhi Woh Karunga Main, Tu Udas Na Ho Tere Paas Hun Main, Kya Karna Hai Kisi Aur Ka Sang, Tere Saath Sanam Din Raat Hun Main….
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • बना दो वज़ीर मुझे भी इश्क़ की दुनिया का दोसतों,
    वादा है मेरा हर बेवफा को सजा ऐ मौत दूंगा…!!!
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS , Bewafa Shayari SMS
  • Tere Jaane Ke Baad Koi Sahara Bhi To Nahi, Tujhe Kabhi Tanhai Me Pukara Bhi To Nahi, Bewafa Tujhe Hum Aaj Bhi Chahte Hai, Magar Phir Bhi Tu Hmara To Nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Geele Kagaz Ki Tarah Hai Zindagi Apni, Koi Jalata Bhi Nahi Koi Bahata Bhi Nahi, Is Kadar Akele Hai Dilki Raho Mei, Koi Satata Bhi Nahi , Koi Manata Bhi Nahi
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ajeeb Tajurba Tha Bheer Se Guzarne Ka Use Bahana Mila Mujh Se Baat Karne Ka Phir Ek Mauj Use Kheench Le Gai Tah-E-Aab Tamasha Khatm Hua Doobne Ubharne Ka
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Vishwas Ban Ke Log Zindagi Me Aa Jaate Hai, Khawab Ban Ke Aankho Me Bas Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Kyu Bich Zindagi Mein Badal Jaate Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Enaam Toh Aaya, Khali Hi Sahi Hatho Mein Jaam Toh Aaya, Main Hoon Bewafa Ye Sabko Bataya Usne, Yoon Hi Sahi Uske Hontho Pe Mera Naam To Aaya.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Me Gehrai Ho To Bewafai Nhi Hoti, Sache Pyar Me Kabhi Tanhai Nhi Hoti, Pyar Zara Sambhal Ke Karna, Pyar Ke Zakhm Ki Koi Dawai Nhi Hoti.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hr subha aati h rat k bad... . . . . .ae anjel . . . .fir q khatm ho jati h dunia tere name k bad
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Phir Is Duniyaa Se Ummiid-E-Vafaa Hai Tujhe Ai Zindagii Kyaa Ho Gayaa Hai Badii Zaalim Nihaayat Bevafaa Hai Ye Duniyaa Phir Bhii Kitanii Khush-Numaa Hai Har Ik Apane Hii Gam Mein Mubtilaa Hai Kisii Ke Dard Se Kaun Aashnaa Hai Mere Naqqaad Merii Shaayarii To Mere Tuute Huye Dil Kii Sadaa Hai Kahaan Huun “Shad” Main To Shaad Saa Huun Vo Shaad-E-Khush-Navaa To Mar Chukaa Hai
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hume Bhi Na Pyar Karne Ka Khayal Aaya, Jab Bhi Yeh Khayal Aaya Khud Ko Akela Paya, Dhoondte Rahe Is Duniya Main Humsafar, Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Hume patthar r khud ko dil kehkar haste they... Unhe kya khabar thi k phattar phattar hi rehte hai,,, R Dil hi badal jate hai..
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jeewan Ik Bagiya Hai Kanton Pe Phool Bane, Sang Mar-Mar Pathar Raahon Ki Dhool Bane, Ik Patjhad Ka Mosam Aata Hai Baharon Mein,.. Kuch Sajar Bhi Baagon Ke Vaadon Ki Bhul Bane,
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Wafa’o Ne Tujhe Bewafa Bana Diya, Na-Jaane Kyu Tumne Mujhe Bhula Diya, Wafa Na Ki Hoti To Iss Saja Ke Haqdar Na Hote, Kal Raat Teri Yaado Ne Mujhe Fir Se Rula Diya.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ghadi Chalti Gayi, Umar Dhalti Gayi, Waqt Ke Sath Tu Bhi Badalti Gayi, Milkar Ke Gairo Se, Daulat Ke Pairo Se, Tu Meri Mohabbat Ko Kuchalti Gayi.
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • घुट घुट कर जीना तो ज़िन्दग़ी नहीं होती, नफरत से सर झुकाना बन्दग़ी नहीं होती, वो ग़ुनाह माफ़ी के लायक नहीं है, जिसमें शामिल कोई शर्मिन्दग़ी नहीं होती ।
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS