• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Tere Pyar Mein Dil Majbur Ho Gaya, Bewafai Karna Tera Dastur Ho Gaya, Kasur Tera Nahi Mera Tha Mere Dost, Maine Pyar Hi Itna Sacha Kiya Ki, Tujhe Apne Aap Par Gurrur Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • kash woh nagme sunaye na hote aaj unko sunkar ye aansu aye na hote agar is tarha bhool jana hi tha to itni geherai se dil main samaye na hote.. `
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apne hatho se apna sab ku6 luta diya mene dosto apna pyar khud hi 6od diya mene log kahete he pagal he bewafa he mujko dard b nahi hota kese kahu unki zindgi sawarne k liye khud ko tabah kiya mene
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aye Mera Janaza Uthane Waalo, Dekhna Koi Bewafa Mere Paas Na Ho, Agar Ho To Usse Kehna, Ki Aaj To Khushi Ka Mauka Hai Yu Udaas Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Ka Ajeeb Karobaar Hum Ne Kiya, Woh Bewafa Sahi Magar Pyaar Hum Ne Kiya, Agar Woh Chod Gaya Toh Mat Kaho Bura Unko, Qasoor Unka Nhi Humaha H “Aitebaar” Hum Ne Kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mere Aakri Nishani, Ye Khat, Use Bewaffa Ko Bijwa Dena Jab Na Rahun Hosh Mein Saaki, Jaam Me Thoda Zeher Mila Dena Kuch Nahi Mere Pass, Bas Tumse Ek Choti Si Gujarish Hai Mar Jayen Hum, To Mujh Par Saaki, Ek Kafan Beecha Dena
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Dharkan Mein Ek Raz Hota Hay Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai Jab Tak Thokar Na Lagay Bewafai Ki Har Kisi Ko Apne Pyar Par Naz Hota Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kafan Mere Armano Ka Kaafi Rangeen Hai, Chitin To Khoon Ki Hai, Zkham Sangeen Hai, Aasman Roya Na Hawa Kuch Keh Saki, Mere Aansuon Ki Gawai Se Hui Gilli Zameen Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unka Thikana To Dil Me Tha Humare, Par Unse Do Qadam Bhi Aaya Na Gaya, Humne Ro Kar Pucha Kyu Tod Diya Pyar Ka Wada, Usne Has Kar Kaha, Bus Nibhaya Na Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo"Hume Bahut Jyada Satate Hai, Fir Bhi Hum Unhe Manate Hai, Jise"Hum BePanah Chahte Hai, Na Jane Wo"HumSe Kyu NaZre Churate Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Se Khelna Ab To Seekh Liya Humne, Bewafai Ke Sang Jeena Seekh Liya Humne, Kis Kadar Toot Jata Hai Dil Kya Batayein, Marne Se Pehle Kafan Odhna Seekh Liya Humne.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Kahte Hain Dhokha Dena To Dushmano Ka Kaam Hai Sirf Dost Hi Asa Hain Jo Dhokha Nahi Dete Lekin Main Samajhti Hoon Dhokha Khana Hamari Niyati Ban Chuki Hai Chahe Vo Dushmano Ne Diye Ho Ya Dosto Ne Dhokha Dono Hi Dete Hain Dosto Aur Dushmano Me Farq Bas Itna Hi Hai Dushman Har Baat Pe Dohkha Dete Hain Par Log Kahte Haindost Achche Hote Hain Isiliye Vo Sirf Vaqt Par Hi Dhokha Dete Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • apne khvabon mein tujhe jis ne bhi dekha hoga aankh khulate hi tujhe dhundhane nikala hoga zindagi sirf tere naam se mansub rahe jane kitne hi dimagon ne ye socha hoga dost hum us ko hi paigam-e-karam samajhenge teri furqat ka jo jalta hua lamha hoga daman-e-zist mein ab kuch bhi nahi hai baqi maut aayi to yaqinan use dhoka hoga roshni jis se utar aayi lahu mein mere ae masiha wo mera zakhm-e-tamanna hoga
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri koi khata to Saabit kar, Jo Buri hun to Bura Saabit kar, Tujhe chaha hai kitna tu kya jane, Chal main Bewafa hi sahi, Tu Apni Wafa Saabit kar..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi qed-e-musalsal ke siwa kuch bhi nahi Kiya tha jurm- e -wafa is k siwa kuch bhi nahi Jeene ki aarzoo me roz mar rahey hain Daawa teri muhabbat ke siwa kuch bhi nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Mein Barbaad Hone Ka Maja Aur H. Mohabbat Mein Gumnam Hone Ka Maja Aur H, Wo Kya Samjhenge Dil Ka Gane Ka Maja Kya H, Mohabbat Mein Shamshan Jane Ka Maja Aur Hi H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS