Suna hai wo keh kar gaye hai ke ab to hum,
Sirf tumhare khuwaboon main hi aayenge,
Koi keh day unse k wo wada kar lay,
Hum Zindgi bher k liye soo jayenge
Khan
जब अपने अपनों से खार रखते हैं,
दिलो की आग से अपने ही घर जलते हैं.
जो तोड़ चुके हैं दिल मेरा,
उन्ही से हम अब भी प्यार करते हैं.
बरसे हैं मेरे आँगन में अंगारे,
उनपर पैर रखकर हम रस्ता पार करते हैं.
पड़ गए हैं तलवों में छाले अब,
हम उनको भी प्यार में शुमार करते हैं.
कोई इल्जाम ना लगाये बेवफाई का उसपर,
इसलिए सनम बेवफ़ा से भी हम प्यार करते हैं.
Humari Khushi Ki Khuda Se Fariyad Na Karna,
Bhula Dena Mujhe Kabhi Tum Yaad Na Karna,
Kiya Barbaad Tumne Mujhe Ye Meri Badnaseebi Thi,
Iltaza Hai Kabhi Kisi Aur Ko Yun Barbaad Na Karna.
Bewafa Hai Dunia Kisi
Ka Aitbaar Na Karo,
Har Pal Dete Hai Dhoka
Kisi Se Pyarna Karo, Mit
Jao Beshaq Tanha Ji Kar,
Par Kisi Ke Sath Ka
Intzaar Na Karo.
Kuch Khabar Nahi Woh Shaks Kya Chahta Tha,
Ke Taaluq Tode Kar Bhi Mujh Ko Aazmata Raha,
Toote Hue Taaluq Main Bhi Kitni Mazbooti Hai,
Main Jitna Bhoolati Rahi Woh Utna Hi Yaad Aata Raha.
Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi...
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi...
Sbne kaha kyu itna toot kar chahause?
Maine kaha insan hu pathar nahi...
Sbne kaha kya bewafa hai woh?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi..
Sbne kaha bhul ja use ab?
Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI...
Kaam Na Aa Saki Unki Wafa To Kya Kare,
Bewafa Sanam Ko Bhul Na Jaye To Kya Kare,
Dil Kehta Raha Ki Unko Bhula Kar Hi Dekh Lo,
Par Baar-Baar Yaad Wo Jo Aaye To Kya Kare.
Salook Usne Mujhse Kisi Cigrate Jaisa Kiya,
Pehle Jalaya Phir Piyaa Paon Rakha Aur Bujha Diya,
Bas Talab Thi Meri Kuchh Waqt Ke Liye,
Pehle Lagaya Hothon Se Aor Phir Dhuwen Ko Udda Diya..!!!
Pal Pal Uska Saath Nibhate Hum,
Ek Ishare Par Duniya Chod Jaate Hum,
Samunder Ke Beech Mein Pahunch Kar Fareb Kiya Usne,
Wo Kehta To Kinare Par Hi Doob Jaate Hum.
Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata,
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata,
Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rahti Hai Nigahe,
Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata,
Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein,
Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata,
Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha,
Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata,
Woh Naam Jo Barso Se, Na Chehra Na Badan Hai,
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata
In Alfazon Se Hum,
Tujhe Ruswa Na Karenge,
Teri Bewafayi Ka Zikr,
Hum Markar Bhi Na Karenge,
Apni Raza Se Hum Gair Bankar,
Chhup Chhup Kar Aahein Bharenge…
Sahara Sharab Ka N Hota To Mar Gaye Hote,
Sharafat Chod Dete To Kuch Kar Gaye Hote,
Dosti Ka Daman Maine Pakad Raha Tha,
Kash Hum Bhi Had Se Gujar Hote,
Un Se Bachte To Hum Bhi Sanwar Jate,
Us Bewafa K Bharose Loot Gye Hum,
Ne Milte Unse To Shayad Nikhar Gye Hote.
Ek Bewafa Ke Yaad Mein Maine
Jam Utha Liya, Ek Bewafa Ke
Yaad Mein Maine Jam Utha liye,
Fir Lagaya Bread Pe, Fatafat
Kha Liye, Plzz Note: Saare
Aashiq Bevade Nhi Hote
Kuch Bhuke Bhi Hote Hai.