• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Mai To Chup Chup Ke Tanha Ro Lunga, Ab Dil Ka Dard Kisi Se Na Bolunga, Mujhe Neend To Aati Nahi Raaton Ko, Jab Rukegi Dil Ki Dhadkan, To Araam Se So Lunga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unki Adao Ka Maara Hua Hu, Unki Nighao Ka Maara Hua Hu, Chod Gaye Jab Se Wo Jaalim Humko, Tab Se Hi Dosto Mein Beshara Hua Hu.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kisi ke pyaar me nahi, kisi ke gum me peeta hu main... Jab jab usse bhulana chahu, tab tab kuch likhta hu main... uski khushi se badkar kuch bhi nahi hai mere liye... aur bas ussi ke liye jeeta hu main... Kisi ka aashiq nahi yaaron, bas 1 diljala hu main...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Jiski Hasi Par Hum Sab Lutate Chale Gaye, Wo Muskurate Rahe Hum Khud Ko Mitate Chale Gaye, Jisko Malum Na The Maine Pyar Ke, Usse Hi Hum Dil Lagate Chale Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Ka Ajeeb Karobaar Hum Ne Kiya, Woh Bewafa Sahi Magar Pyaar Hum Ne Kiya, Agar Woh Chod Gaya Toh Mat Kaho Bura Unko, Qasoor Unka Nhi Humaha H “Aitebaar” Hum Ne Kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Kareeb Aake Jab Wo Door Ho Gaye, Saare Haseen Khwab Choor-Choor Ho Gaye, Humne Wafa Nibhai To Badnami Mili, Aur Woh Bewafai Karke Bhi Mashur Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Pal Gamo Ki Yaad Mein Jalti Hai Zindagi, Bas Mom Ki Tarah Se Pighalti Hai Zindagi, Kya Raaz Hai Ye Ishq Hua Hai Jabse, Barbadiyo Ki Raah Pe Chalti He Zindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Kisi Se Jikar-E-Judai Mat Karna Is DIL Se Kabhi Ruswai Mat Karna Jab Dil Uth Jaye Humse To Bata Dena Na Bata Kar Bewafai Mat Karna
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Karne Wale Aankhon Ki Baat Samajh Lete Hain, Sapne Me Mil Jaaye To Mulaqat Samajh Lete Hain, Rota To Aasman Bhi Hai Apne Bichde Yaar Ke Liye, Par Log Apni Khushi Ki Khatir Use Barsat Samajh Lete Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jinhe Humne Chaha Tha Apni Jaan Ki Tarh, Apni Zindagi Ki Pehchan Ki Tarah, Zinhe Manta Raha Ek Kuraan Ki Tarh, Na Jaane Kyon Hume Bhool Gaye Ek Anjaan Ki Tarh.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mere Dil Ka Dard Kisne Dikha Hai, Mujhe Bas Khuda Ne Tarapte Dekha Hai, Hum Tanhai Me Baithe Rote Hai, Logo Ne Hume Mehfil Me Haste Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila Hum ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila Apni to Ban Gai Tamasha Zindagi. Har koi Apny Maqsad ka Talabgar Mila.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye Shiishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhaage Kise Kyaa Khabar Hai Kahaan Tuut Jaayen Muhabbat Ke Dariyaa Main Tinake Vafaa Ke Na Jaane Ye Kis Mo.D Par Duub Jaayen
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ashqon Se Nahi Bujhte Shole Dard-E-Pyaar Ke, Maut Bhali Aise Itne Lambe Intezaar Se, Marte Hai Roz Ham Bina Dedar-E-Yaar Ke, Tanhai Acche Thi Uss Bewafa Ke Pyaar Se.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Najre Mile Ab Ek Zamana Ho Gaya, Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho Gaya, Wo To Chale Gaye Humse Bewafa Karke, Mushqil Iss Dil Ko Ab Samjhana Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai Tu hi bata aye dost kya karun. jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Rehte Hain Hum Door To Kya Hua, Hum Juda To Nahi, Baat Nahi Ker Sakte To Kya Hua, Hum Khafa To Nahi, Na Milna Hamari Majboori Hai, Hum Khafa To Nahi, Kuch Bhi Samjho Tum, Par Hum Bewafa To Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Fareb Tha Uski Ha Mein Hum Aashiqi Samjh Biathe, Maut Ko Hum Apni Zindagi Samjh Baithe, Waqt Ka Majak Tha Ya Badnaseebi Meri, Uski Do Baato Ko Hum Chahat Samjh Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Mita Kar Hamari Nayi Ek Dunia Saja Rahi Hai Wo, Kisi Bewafa Ke Liye Hume Bhula Rahi Hai Wo, Duniya Walo Ki Baato Se Bachne Ke Liye, Chehra Apna Kisi Ke Peeche Chupa Rahi Hai Wo.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Khushi Ki Rah Me Gham Mile Toh Kya Karen, Wafa Ki Rah Me Bewafai Mile Toh Kya Karen, Kese Bachayen Zindgi Dhokon Se, Qki, Koi Muskrake Dhoka De Jaye Toh Kya Karen,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS