• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Us se Pyar Hua Jise Hum kabhi Pa Na Sake, Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake, Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne, Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake, Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya, Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya, Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi, Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chhod Diya… khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Eshaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikhakar, Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Batakar, Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab, Chod Diya Mera Sath Bas Itna Batakar.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us Se Pyar Hua Jise Hum Kabhi Pa Na Sake, Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake, Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne, Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake, Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya, Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya, Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj hum unhe bewafa bata karaaye hain, unke khaton ko pani mein bahakar aaye hain, koi nikal kar pad na le unhe, is liye pani mein bhi aag laga kar aaye hain…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Guneghar Ko Saja Na Di Begunah Ko Suli Chada Diya, Meri Wafa Ka Kaisa Tune Ye Sila Diya, Kadam Kadam Par Ki Thi Maine Unke Liye Dua, Phir Bhi Meri Wafa Ka Usne Har Ek Nisha Mita Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Bhi Teri Thi Wo Nafrat Bhi Teri Thi, Wo Apnane Or Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi, Main Apni Wafa Ka Insaaf Kis Se Mangta, Wo Shehar Bhi Tera Tha Wo Adalat Bhi Teri Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jism Ki Chah Mein Deewane Badnam Hote H, Jism Ki Rah Mein Deewane Nakam Hote H, Jin Pe Lutadi Jindagi Aaj Wahi Log, Mere Sar Pe Bewafai Ka Iljam Dete H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye The, Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aaye The. Kis Baat Ki Saza Dee Tune Ham Ko, Bewafa Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Shishe Ne Pathar Se Mohbbat Kar Li, Takra Kar Usne Apni Jindagi Chur-2 Kar Li, Shishe Ki Diwangi To Dekho, Usne Apne Hzaar Tukdo Me Uski Tasveer Kad Kar Li.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maut Mangte Hai To Zindagi Khafa Ho Jati Hai, Zehar Lete Hai To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai, Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karo, Jisko Bhi Chahte Hai To Wo Bewafa Ho Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jise Maine Mohabbat Ki Wo Mohabbat Thi Kisi Aur Ki, Dhadkan Mere Dil Ki Aur Sansein Kisi Aur Ki, Badal Gayi Ye Dunia Wo Dunia Hi Kuch Aur Thi, Wo Bas Ek Sapna Tha Mera Haqiqat Thi Kisi Aur Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paaye Aaj Tak Woh Mujhe Pehchaan Na Paaye Khud Hi Kar Li Bewafai Humne Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pal Pal Uska Saath Nibhate Hum, Ek Ishare Par Duniya Chod Jaate Hum, Samunder Ke Beech Mein Pahunch Kar Fareb Kiya Usne, Wo Kehta To Kinare Par Hi Doob Jaate Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Geele Kagaz Ki Tarah Hai Zindagi Apni, Koi Jalata Bhi Nahi Koi Bahata Bhi Nahi, Is Kadar Akele Hai Dilki Raho Mei, Koi Satata Bhi Nahi , Koi Manata Bhi Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • apne khvabon mein tujhe jis ne bhi dekha hoga aankh khulate hi tujhe dhundhane nikala hoga zindagi sirf tere naam se mansub rahe jane kitne hi dimagon ne ye socha hoga dost hum us ko hi paigam-e-karam samajhenge teri furqat ka jo jalta hua lamha hoga daman-e-zist mein ab kuch bhi nahi hai baqi maut aayi to yaqinan use dhoka hoga roshni jis se utar aayi lahu mein mere ae masiha wo mera zakhm-e-tamanna hoga
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbt to esi ki hamne ki kai dil bi tut gye, us bewafa ko apna bnaya to hamdil bi chod gye, gawah bani thi sari kayanat pr aaj wo bi chod gye, ab kisko bya kre haale dil ka imthaan gair to ham sbse ho gye the aaj khud se bi majbur ho gye........@skv
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Bewafa Mera Imtihan Kya Legi, Milegi Nazare To Nazare Jhuka Legi, Meri Kabar Par Use Diya Mat Jalane Dena, Yaaro Wo Nadaan Hai Apna Hath Jala Legi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Qabar Par Wo Mujhe Rulane Aaye Hai, Hum Se Hai Mohabbat Ye Batane Aaye Hai, Jab Tak Zinda The To Rulaya Bahut Hume, Ab Jo Chain Se Soye Hai To Wo Jagane Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS