• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Woh Bewfa Nikli Toh Kya Hua, Kuch Dino Ka Toh Sath Nibhaya Tha,tadapta Hua Chhod Gai Toh Kya Gila ,Tadapna Bhi Toh Usi Ne Sikhaya Tha By
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ishq Ke Raasto Mein Tanhai Na Mili Hoti, Hume Pyaar Mein Ye Bewafai Na Mili Hoti, Khush-Kismat Hote Ham Bhi Auron Ki Tarah, Agar Hume Unse Ye Judai Na Mili Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Aansu Kabhi Khushi Dekhi, Humne Aksar Majburi Or Bekasi Dekhi, Unki Naarazgi Ko Hum Kya Samjhe, Humne Khud Apni Taqdeer Ki Bebasi Dekhi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai UsKi Mita Kar Aaya Hun,, Khat Us K Paani Main Baha Kar Aaya Hun,, Koi Parh Na Lay Us Bewafa k wadaun Ko, Is Liye Pani Mein Bhi Aag Laga Kar Aaya Hun
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apno Ne Jehar Ka Jaam De Diya, Gairo Ne Bewafa Ka Naam De Diya, Jo Kehta Tha Hume Bhul Na Jana, Usi Ne Bhulne Ka Paigam De Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • आज अचानक तेरी याद ने मुझे रुला दिया, क्या करू तुमने जो मुझे भुला दिया, न करती वफ़ा न मिलती ये सजा, शायद मेरी वफ़ा ने ही तुझे बेवफा बना दिया।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Phir Aaina Poochta Hai, Ke Teri Aankhon Mein Nami Kyon Hai Jiski Chahat Mein Khud Ko Bhula Diya, Uski Chahat Mein Kami Kyon Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Deewana Hu Tumhara Koi Gair Nahi, Tumhara Dil Chahta Hu Kuch Aur Nahi, Apne Dilbhar Ko Yu To Barbaad Na Kar, Aashiq Hu Tumhara Koi Gair Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Mujh Se Puch Raha Tha Batao Kaisa Laga, Tum Agle Zakham Ko Chodo Ye Ghao Kaisa Laga, Ajab Sawal Kiya Andhiyon Ne Paathon Se, Shajar Se Toote Kar Girna Batao Kaisa Laga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Gamo Ki Bhid Mein Tanha Raha Hu Mein, Deewangi Mein Dard Bhi Sehta Raha Hu Mein, Tum To Ek Baar Marne Se Dara Karte Ho, Yaha Har Roj Hi Til-Til Ke Marta Raha Hu Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Husn Walo Ki Gali Mein Gujarana Nahi, Jehar Kha Lena Magar Dil Lagana Nahi, Husan Wale Bahut Najhook Hote Hai, Dil Laga Ke Dil Tod Dete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Kareeb Aake Jab Wo Door Ho Gaye, Saare Haseen Khwab Choor-Choor Ho Gaye, Humne Wafa Nibhai To Badnami Mili, Aur Woh Bewafai Karke Bhi Mashur Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ke Dard Ko Shabdon Me Dhala Nahi Gaya, Gam Ke Ansuon Jo Akhon Se Nikala Nahi Gaya, Us Bewafa Ne Mujhe Dard Is Liye Diya, Kyoki Us Se Mera Pyar Sambala Nahi Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Na Milte To Mulakat Aduri Rehti Baat To Hoti Magar Baat Adhuri Rehti Shukriya Tera Tere Aanese Ronak To Badhi Nahi To Yeh Mehfil Ek Jasbat Aduri Rehti Tune Apne Daman Mein Chupaye Mere Aasu Nahi To Akho Ki Barsaat Adhuri Rehti
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • badi hasin thi zindgi jb na kisi se mohabbat thi na kisi se nafrat thi zindgi me ek mod aesa aaya...... mohabbat ek unse hui or nafrat sari duniya se ho gai... kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge, K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge, Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge, Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Darya Wafaon Ka Kabhi Rukta Nahi, Mohabbat Mein Insan Kabhi Jhukta Nahi, Khamosh Hain Hum Unki Khushi Ke Liye, Aur Wo Smajh Baithe Hain Ki Dil Humara Dukhta Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi, Wo Mohabbat Kar Ke Phir Bewafa Ho Gayi, Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use Din-Raat, Bas Yahi To Ek Mujh Se Ab Khata Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Muraadon Ki Manzil Ke Sapnon Main Khoye Mohabbat Ki Raahon Pe Ham Chal Pade The Zara Dur Chal Ke Jab Aankhen Khuli To Kadi Dhup Main Ham Akele Khade The
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS