• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Bewafa Zamanay Main Piyar Dhoondnay Walo Matti Ki Moorat Main Bholli Bhaalli Soorat Main Piyar Kesay Milta Hai Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Roo Rahi Hai Shehnaii Bheer Main Hai Tanhaii Rooknay Se Ruktay Hain Kab Bhala Yeh Herjaii Rishtay Kachay Dhagay Hain Yeh Tu Maan Lo Pehlay Yeh Tu Maan Lo Pehlay Benaam Logon K Kitnay Naam Hotay Hain Yeh Bhi Us Ki Qudrat K Kesay Kaam Hotay Hain Kiun Yeh Aisay Hota Hai Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Bewafa Zamanay Main Piyar Dhoondnay Walo Matti Ki Moorat Main Bholo Bhaali Soorat Main Piyar Kesay Milta Hai Yeh Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Nikal Gaye Mere Dar Se Iss Kadar, Jaise Ki Wo Mujhe Pehchante Nahi, Kitne Jhkam Khaye Hai Dil Ne Mere, Phir Bhi Use Bewafa Hum Mante Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • teri aankhon se kaash koi ishara to hota, kuch to meri jaan jeene ka sahara to hota, tod dete hum har ek rasam zamane ki, tune ek baar mohabbat se pukara to hota
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Se Hum Wafa Ki Arzoo Karte Rahe, Dasht Me Pani Ki Jaise Justujoo Karte Rahe, Gair To Daman Par Uske Padh Chuke Apni Namaz, Aur Hum Apne Hi Ashko Se Wuzoo Karte Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Behte Aansuo Ki Juban Nahi Hoti, Lafjo Mein Mohabbat Bayan Nahi Hoti, Mile Jo Pyar Kisi Ka To Kadar Karna, Kismat Har Kisi Par Meharban Nahi Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Paney se khoney ka maza kuch aur ha Band ankhon se dekhney ka maza kuch aur ha Aansoo baney lafz aur lafz ghazal Unki yaadon ke saath jiney ka maza kuch aur ha Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ajeeb Tajurba Tha Bheer Se Guzarne Ka Use Bahana Mila Mujh Se Baat Karne Ka Phir Ek Mauj Use Kheench Le Gai Tah-E-Aab Tamasha Khatm Hua Doobne Ubharne Ka
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye ISHQ wale WAFA ki kimat kya jane BEWAFA he ye GAM E MOHBAT kya jane MILTA ho jinhe hr MOD pe naya HUMSAFAR Wo SACHE pyar ki KIMAT kya jane Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta, Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta, Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo, Kyun K Aanshu Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apno Ne Jehar Ka Jaam De Diya, Gairo Ne Bewafa Ka Naam De Diya, Jo Kehta Tha Hume Bhul Na Jana, Usi Ne Bhulne Ka Paigam De Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Na-Jaane Kyu Khayal Aata Hai Mujhe, Jaise Aaj Se Pehle Kahi Dekha Hai Tujhe, Bus Kuch Palo’n Ki Hi Baat Ho Jaise, Tanha Chod Ke Chal Diya Tha Tu Mujhe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tere Pyar Ko Bhula Doon Phir Chale Jana Teri Yaad Ko Mita Doon Phir Chale Jana Jana Hi Tha To Pyar Kiya Kyun Khud Ko Jala Doon Phir Chale Jana
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Sukun Apne Dil Ka Maine Kho Diya, Khud Ko Tanhai Ke Samundar Mein Dubo Diya, Jo Tha Mere Kabhi Musukurane Ki Wajah, Aaj Uski Kami Ne Meri Palkon Ko Bhigo Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uss Bewafa Ne Mere Pyar Ka Ye Anjaam Diya, Aankho Me Aanshu Or Hath Me Jaam Diya, Me Marta Raha Uss Par Tamam Umar, Usne Mere Pyar Ko Hawas Ka Naam Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bohat Naaz Tha Us Ki Wafa Pe Kabhi Hum Ko, Mujh Ko He Meri Nazron Mein Gira Diya Usne, Kisi Ko Yaad Karna To Us Ki Fitrat Mein Shamil Nahi, Hawa Ka Jhonka Samjh Kar Bhula Diya Usne .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Darya Wafaon Ka Kabhi Rukta Nahi, Mohabbat Mein Insan Kabhi Jhukta Nahi, Khamosh Hain Hum Unki Khushi Ke Liye, Aur Wo Smajh Baithe Hain Ki Dil Humara Dukhta Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Ki Har Rasam Nibhayi Thi Maine, Tumhe Pane Ke Liye Har Kashti Dubayi Thi Maine, Tumne Kadar Na Jane Meri Wafaon Ki, Tumhari Chahat Me Har Khushi Lutayi Thi Maine.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Narawa Kehiay, Nasaza Kehiay Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay Dil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-Ishq Isko Hergiz Na Bermala Kehiay Aa Gai Aap Ko Maseehayee Mernay Walon Ko Marhaba Kehiay Hosh Jatay Rahay Raqeeboon K Daagh Ko Aur Bewafa Kehiay
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Na Tang Karo, Hm Sataye Hue Hai, Mohabt Ka gm Dil Pe Uthaye Hue Hai, Khilona Smjh Kr Hmse Na Khelo, Hm B Usi Khuda K Banaye Hue Ha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS