Zarurat nhi aaj mohabbat ki hame,
kal jab thi tab use ghurur tha,
Hum hi naye the ishq k shahar me jo na jaan paye,
k uska ghar to bewafai k liye mashhur tha.!
पीपल के पत्तों जैसा मत बनिए, जो वक़्त आने पर सूख कर गिर जाते है। अगर बनना ही है, तो मेहंदी के पत्तों जैसा बनिए, जो सूखने के बाद भी, पीसने पर दूसरों की ज़िन्दगी में रंग भर देते हैं।
Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya,
Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya,
Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do,
Usne isi bahane Dil hi jala diya...