• Categories
  • Nice Shayri SMS   61
  • Ishq duniya hai jiska shahil nahi hota. Par har dil iske kabil nahi hota. Rota wo hai jo isme duba hota hai, Aur rota wo bhi hai jise ishq nhi hota.
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Koi wada na kar koi irada na kar, khwaishon mein khud ko aadha na kar, ye degi utna jitna likh diya khuda ne, is taqdir se ummed jyada na kar. Pritam Weds Prachi
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Barso Baad MiLne Par Mujse LipaT Kr Khub Royi wo... * * Ae_DosT * JaTe waqT Jisne Kaha Tha: Jao, Tumhare Jaise Lakho MiLenge..
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Phulon Se Hasin Muskan Ho Apki,
    chand Sitaron Se Zyada Shaan Ho Apki,
    zindagi Ka Sirf Ek Ho Maksad Apka,
    ki Asman Se Unchi Udan Ho Apki.
    My Best Wishes
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Tamannao Se Bhaari Ho Zindagee, Khwahishon Se Bhara Ho Har Pal, Daman Bhi Chota Lagne Lage, Itni Khushian De Apko Anain Wala Pal
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Chaho To Dil Se Hame Mita Dena, Chaho To Hamko Bhula Dena, Par Ye Vaada Karo A Dost, Ki Jab Yaad Aaye Hamari To Rona Mat Bas Muskura Dena...
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • JANAZA mera uth raha tha, fir be takliff thi unko aane me, Bewafa ghar me baithe puch rahe the, Or kitni der hai "Dafnane" me. . .
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • पीपल के पत्तों जैसा मत बनिए,
    जो वक़्त आने पर सूख कर गिर जाते है।
    अगर बनना ही है,
    तो मेहंदी के पत्तों जैसा बनिए,
    जो सूखने के बाद भी,
    पीसने पर दूसरों की ज़िन्दगी में रंग भर देते हैं।
  • 4 years ago



    Tags : Hindi Thoughts (Suvichar) SMS , Hindu SMS , Nice Shayri SMS , Hindi Shayari , Hindi Message
  • Koi insaan apko agar dukh de aur aapki aankhon se aasoon nikal aaye to is yakin se aasoon ponch lena ki ye haq aap ne hi unhe diya hai.
  • 9 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS