Koi wada na kar koi irada na kar,
khwaishon mein khud ko aadha na kar,
ye degi utna jitna likh diya khuda ne,
is taqdir se ummed jyada na kar.
Pritam Weds Prachi
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
मेरे सिवा घर में मेहमान कौन है ! सब के सब ख़ुदा हैं, इन्सान कौन है ! सोते में नहीं क़त्ल जागते में कीजिए , मुझे पता तो लगे मेहरबान कौन है..
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
ये आशिकों का शहर है जनाब ..... यहाँ सबेरा_चाय से नहीं, शाय़री से होता है।
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Manzile insan ke hausle aazmati hai,
Sapno ke parde aankho se hatati hai,
Kisi bhi baat se himmat na harna,
Thoker hi insan ko chalna sikhati hai…
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Barso Baad MiLne Par Mujse LipaT Kr Khub Royi wo...
*
*
Ae_DosT
*
JaTe waqT Jisne Kaha Tha: Jao, Tumhare Jaise Lakho MiLenge..
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Kash ke ham unke dil pe raaj karte,
jo kal tha wohi pyar aaj karte.
Hame gum nahi unki bewfai ka,
Bas Armaan tha ke hm bhi apne pyar pe naaz karte..
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya,
Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya,
Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do,
Usne isi bahane Dil hi jala diya...
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Koi insaan apko agar dukh de aur aapki
aankhon se aasoon nikal aaye to is yakin
se aasoon ponch lena ki ye haq aap
ne hi unhe diya hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS