Mere Dil Me Rahogi Tum Kuch Aise Humesha,
Jaise Seep Me Band Koi Moti Jaisa,
Jaise Sagar Ki Lahero Ke Jaisa,
Jaise Aasman Me Chamakte Sitaro Ke Jaisa,
Jaise Pani Ki Un Bundo Ke Jaisa,
Jaise Phoolo Ki Khushboo Ke Jaisa,
Jaise Shayar Ki Shayari Ke Jaisa,
Jaise Kavi Ki Koi Sundar Kalpna Ke Jaisa,
Mere Inhi Kuch Khayalo Ke Jaisa,
Mere Dil Me Rahogi Tum Kuch Aise Humesha.
Muhabbat Nahi Hai Naam Sirf Paa Lene Ka
Bichar Ke Bhi Aksar Dharakte Hai Saath Saath
VAISE BHI...
Mout To Muft Me Badnaam Hai Sahab*
Jaan To Jindagi Leti Hai..........
Phulon Se Hasin Muskan Ho Apki, chand Sitaron Se Zyada Shaan Ho Apki, zindagi Ka Sirf Ek Ho Maksad Apka, ki Asman Se Unchi Udan Ho Apki. My Best Wishes
पीपल के पत्तों जैसा मत बनिए, जो वक़्त आने पर सूख कर गिर जाते है। अगर बनना ही है, तो मेहंदी के पत्तों जैसा बनिए, जो सूखने के बाद भी, पीसने पर दूसरों की ज़िन्दगी में रंग भर देते हैं।
Koi wada na kar koi irada na kar,
khwaishon mein khud ko aadha na kar,
ye degi utna jitna likh diya khuda ne,
is taqdir se ummed jyada na kar.
Pritam Weds Prachi