• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Mehndi Unke Hatho Me Laga Do Yaaro, Mujh Ko Bhi Meri AsaL Raah Dikha Do Yaaro, Pehna Ke Mujhe Meri Hi Gurbat Ka Kafan, Unpe Surkh Joda Saja Do Yaaro.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ansoo aapke aur ankhe hamari ho, Dil aapka dharke aur dharkan hamari ho, Dua hai hamari pyar itna gehra ho jaye ki khuda aapko bulaye aur maut hamari ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jo bichde hai hum se kabhi to milenge,na wo din rahe hai na ye din rahenge, wo royenge sadik mujhe yaad karke, mere baad jab NAAM mera sunenge. @.P.V.G.@
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ban kar yaad ham satate rahenge, khawabo me akar ham jagate rahengen, mushkil bahut hai hame bhol pana, bas apna number na badalna.... Ham sms Bankar apke mobile par ate rahenge...... Sk thakur
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jante ho fir bhi ajanabi bante ho Is tarha hume paresan karte ho Puchte ho tumhe kya pasand hai Jawab khud ho fir b swaal karte ho..:(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • aaj illm hua ki judaayi kya hoti hai, gujhre hue lamhe ko paane ki khwaish kya hoti hai.. ae dosto har ek hasin pal ko samet kar rkh lena, kaise bayan karu ki is bewafa waqt ki keemat kya hoti hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • मुझे उसके पहलु में आशियाना ना मिला; उसकी जुल्फों की छाओं में ठिकाना ना मिला; कह दिया उसने मुझको बेवफ़ा; जब मुझको छोड़ने का उसे कोई बहाना ना मिला।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Roshni aur baharain tumhi rakh lo jana, Mere jugnu mere mausam wapis kar do, Meri hasrat, meri mehroomiyan lauta do mujhe, Mere aansu, mere maatam mujhe wapis kar do, Jane waley se bas itna hi kaha tha mene, Kuch na lotao mere gham mujhe wapis kar do, Kyon yeh takraar si hone lagi “Main” ki jana’n, Woh to hum tum mein tha, ik “Hum” mujhe wapis kar do, Jitni khushiyan hain woh rakh lo meri janib se Wasi, Meri aankhon mein chupey namm mujhe wapis kar do..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard kya hota hai btayenge kisi roz Kamaal ki ghazal tum ko sunayenge kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko ye veham tha vo bulayenge kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhayenge kisi roz Har roz aaine se yehi poochhta hun mai Kya rukh pe tabassum sajayenge kisi roz? Udne do in parindon ko azaad fizaon me Tumhare hon agar to lout ayenge kisi roz Apne sitam ka dekh lena khud hi Saqi tum Zakham e jigar tamaam log dekhenge kisi roz.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har traf khamushi ka chaya hai,zindagi me pyaar kisne paya hai,hum to jhoomte hain unke yaado me/aur zamana khata hai dekho ladka aaj fhir pe k aaya hai,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bachpan Key Din Bhi Kitny Achhe Hotey They Tab Dil Nahi Bas Khiloney Tuta Krte They Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata, Bachpan Mein Toh Dil Bhur Key Royaa Krte They…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yaad karke humein bhula dena Beetay jazbon ko phir hawa dena Naa cher dhun koi purani ab Hai tera kaam bus rula dena Aaj phir bebasi ka alam hai Koi hal uss ka bhi suna dena Raat ka hai nasha ya yaad teri Jhoomte dil ko kuch dua dena Aye afsaana - e - mohabbat aaj Shamma - e - shouq tu jala dena Aayegi yaad teri phir se aaj Yaro hum soain toh jaga dena
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere lehje mein jo aansu se utar aye hain, Kitne barson ke sitam aankh main dar aye hain, Tum gaye they to yeh dehleez na dekhi thi kabhi, Aaj tum aaye to hum laut ke ghar aaye hain, Jaane tanbeeha ki dhamki ke basharat hai koi, Mere aangan mein jo tootay huye par aaye hain, Ab hamain khauf hai jeeney ka na mar mitne ka, Teri chokhat se jo aye hain to mar aye hain, (tanbeeha;warning)(bahsarat;hint)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Badle the woh, mausam hame keh gaye achhe the woh, bura hame keh gaye, hamne toh ki thi har pal wafa unse, nibhai khud se na gayi toh, bewafa hame kahe gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tute dil k tukde jud nhi pate, Dil me dag ho to bhul nhi pate, Taklif ye nhi k wo hume yad nhi krte Taklif ye h k hum unhe bhul nhi pate.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aise To Koi Tanha Nahi Hota, Chah Kar Koi Khud Kisi Se Juda Nahi Hota, Mohabbat Ko Aksar Majboriyan Hi Le Dobti Hai, Warna Kehne Ko To Koi Bhi Bewafa Nahi Hota....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS