amad-e-khat se hua hai sard jo bazar-e-dost
dud-e-shama-e-kushta tha shayad khat-e-rukhsar-e-dost
ai dil na aqabat andesh zabt-e-shauq kar
kaun la sakta hai tab-e-jalwa-e-didar-e-dost
khana wiransazi-e-hairat tamasha kijiye
surat-e-naqsh-e-qadam hun rafta-e-raftar-e-dost
ishq main bedad-e-rashq-e-gair ne mara mujhe
kushta-e-dushman hun akhir garche tha bimar-e-dost
chashm-e-may raushan k us bedard ka dil shad hai
dida-e-pur-khun hamara sagar-e-sar-shar-e-dost
Zindagi Humein Deekh Ke Rohi Akele Ja Ke
Hosh Mein La Ke Humein Kudh Tanhai Mein Rehi
Pagal Thi Zindagi Kuch Naam Se
Le Dard Asa De Ke Gai Bewafai Ke Naam Se
Ask my eyes to stop looking at you… Ask my brain to stop thinking about you.. Ask my imagination to stop dreaming about you.. Ask my heart to stop beating..ask me everything..But don-t u ever stop me from loving you.
Mangti hai Rab se Roz ye Zindagani meri
Tery Pehlu me Khatam ho ye Kahani meri
Umeed Chand sitaron ki kahan hai mujh ko
Chahti hai Sirff Teri Mohabat ye Jawani meri
Ye faaslay ye dooriyan boht c hain tanhayian
Sun lena kabhi jazbaton ka silsila zubani Meri
Chodd jayen gy tery labon par apni Muskan
Rakhna hmesha saath tum ye Nishani Meri...
Tu kar le chahe jitne b sitam me saheta rahunga
tere ishq me khudko jalata rahunga
itne ksr sitam muj par sitamgar khwahish na rahe baki teri
kal pu6ega khuda to mene har wafa nibhai itna hi kahunga
kasamkhan
SAD ALONE LIFE CLOSE
Lamha lamha uski baat ne rulaaya bahut....
Rooh mein utri ik zaat ne sataaya Bahut......
Har dam jiska naam le kar saanse chalti thee......
Ush shakhs ne ishq ki aag mein jalaaya bahut......
Husn wale kab wafaon ka sila dete hai,
Her mod pr wo zakham naya dete hai,
E mere dost is duniya me koi apna nhi,
Jab aag lgti hai to patte bhi hawa dete hai.
Yaadon me humari aap bhi khoye honge,
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.