teri chahat me dil majbur ho gaya
bewafai karna tera dastur ho gaya
qusoor tera nahi qusoor mera hai
tujhe chaha hi itna ke tujhe khud par gurur ho gaya
sayari nahi aati mujhe bus haale dil suna rahi hu,
bewafayi ka iljaam hai mujh per phir bhi gunguna rahi hu,
katal kerne wale ne kaatil bhi hume hi bana diya,
khafa nahi usese phir bhi mai bus mai toh uska daman bacha rahi hu.
mujko rulakar dil unka b roya hoga
chahera aansuo se usne bhi bhigoya hoga
kya hasil kiya hamne pyar me ...?
magar ku6 to jarur usne bhi khoya hoga
kasamkhan
Hoga Tujhe afsos Jab Hum Nahi Honge,
Taab Teri Aankhon se Aansu Kaam Nahi Honge,
Bahot Milenge Tere Aarmaano se Khelne Wale,
Lekin Us Waqt Teri Parwaah Karne Wale Hum
Nahi Honge..
Kabhi hamne unhe nahi samja
to kabhi wo hame samjh nahi paye
pyar ki rahon mein the gardishon kesaye
unse bichhadkar hum tadpte rahe
kabhi hamne nahi bulaya
to kabhi wo nahi aaye...
Ek din din ke darwaje pe koi dastsk de gaya
Aawaj di pass bulaya phir sapne de gaya
Phir wo din aaya jab wo aankhon ko ansu aur ghum de gaya
Aaj wo Din Hain Jab Main Aur sirf Uski Yaadein hain
Aur meri Mohbbat ko Koi Aur le Gaya
Denay wala dey ajab nishani gaya
Mathay per ker tehrer gham ki kahani gaya
Khushi’yan sari khod samayt ker ley gaya
Meri ankh’on sey ker rawa’n pani gaya
Heer chor ker chali gai ranjha ko
Likh wo meri kitab per ye kahani gaya
Dard ki is mahefil me ek sher hm bhi arz kiya karte he
na kisi se marham na duaao ki ummid karte he
log yaha kitne hi chahere lekar jiya karte he
hm ye aansu ek chahere k liye piya karte he
Pyar KarKe Jataaye Ye Zaroori To Nahi,
Yaad KarKe Koyi Bataaye Ye Zaroori To Nahi,
Rone Waala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
AanKh Me Aansu Aaye Ye Zaroori To Nahi…
EK Khoobsurt
sa "CHEHRA"
EK Sachchi
"MUSKAN"
EK Masoom sa
"DIL"
Har Gam se
"ANJAAN"
Dosto pe
"yakin"
OR
Apno Ki
"JAAN"
Yahi to h
"meri dosti" ki
pehchan
Kuch khabar nahi humko apna ya paray hai..dhondhne ye dil jisko is gali me aaya hai.. Hum duayein dete hain tumko fir bhi jane ja ...fir bhi toone is dil ko bepanah sataya hai,....?